dialogues for cast: Govind Namdeo
cast: Govind Namdeo
1
Koi bhi criminal innocent nahi hota
Hindustan mein logon ko development nahi ... entertainment chahiye
Soch hamesha achchi hoti hai ... matlab badal jaata hai
Jodhenge todhenge, ladenge ladwaenge, dal banayenge bhigadenge ... par ek roz hi kursi par bahetke dikhayenge
Hum joh kahenge woh aadesh hoga ... hum joh banayenge woh kanoon hoga
Ek baar zabaan dene ke baad agar kal ko kuch ho gaya na ... toh main teri zabaan kheench loonga ... phir tu kisiko jaan toh de payega, lekin zabaan nahi de payega
Yahan main hi vaakil hoon, main hi judge hoon aur main hi jallad
Thakur waqt ke hisaab se nahi chalte ... waqt Thakur ke hisaab se chalta hai
1
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
