Dialogues for Cast - Jacky Bhagnani - PartyStuff

dialogues for cast: Jacky Bhagnani

cast: Jacky Bhagnani
1 (of 1 pages) | 9 (of 9 items)
1
Agar apne rooth jaye ... toh unhe bina bataye gale laga lena chahiye ... kyun ki is duniya mein roothne waale bahut aur manaane waale kum hai
Jis sayant nazar jaye, mera Hind nazar aaye ... ujaale hi ujaale ho, mera Hind jidhar jaye
Agar thaan lenge na ... toh phad denge!
Dosti ek aaisa rishta hai joh insaan khud banata hai ... baki sab rishtey toh apne aap hi ban jaate hai
Baap baap hota hai ... maa maa hoti hai ... lekin zaroorat padne par dost maa, baap, bhai, behen, sab kuch ban sakta hai
Sirf pyar kaafi nahi hota hai ... pyar ko nibhane ke liye commitment bhi hona chahiye
Sabse gareeb toh woh hota hai jiski aankhon mein sapna na ho
Hum mehnat kash is duniya se jab apna hissa mangenge ... ek bagh nahi, ek khet nahi, hum sari duniya mangenge
Agar aap ek aaisa product banaye jiski demand aaj hai ... toh aap late hai ... product woh hona chahiye jiski demand kal hogi
1

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.