dialogues for cast: Shahrukh Khan
cast: Shahrukh Khan
Apni kursi ki peti baand lo ... mausam bighadne wala hai
Ek soldier yeh nahi poochta desh ne uske liye kya kiya ... poochta hai woh desh ke liye kya kar sakta hai
Party Pathaan ke ghar pe rakhoge ... toh mehman nawazi ke liye Pathaan toh aayega ... aur patake bhi layega
Hum jawan hai ... apni jaan hazar baar dav par laga sakte hai ... lekin sirf desh ke liye ... tumhare jaise desh bechne walo ke liye hargis nahi
Jab main villain banta hoon na ... toh mere samne koi bhi hero tik nahi sakta
Bete ko haath lagane se pehle baap se baat kar
Main kaun hoon, kaun nahi ... pata nahi ... maa ko kia vaada hoon, ya adoora ek iraada hoon ... main acha hoon, bura hoon, punya hoon, ya paap hoon ... yeh khud se poochna ... kyun ki main bhi aap hoon
Baat ughalwane ke do tareeke hote hai ... ek hota hai third degree aur duja hota hai ji rum
Duniya mein bahut gham hai ... apna gham toh bahut kam hai
Hum jiske peeche lag jaate hai ... life bana dete hai
Asal mein aadmi 4 feet 6 inch ka hi hota hai ... usse upar ki lambai uski akad hoti hai
Zindagi kaatni kise thi ... humein toh jeeni thi
Kahaniyon mein suna tha ki mohabbat mein aashiq chaand tak le aate hai ... saale ko humne yeh baat seriously le li
Battery nahi bolneka!
Aa raha hoon!
Saboot le aaiye ... le jaiye ... Raees hazir hai
(Aaj kal din ache chal rahe hai tere) ... Din aur raat logon ke hote honge ... sheron ka zamana hota hai
Gujarat ki hawa mein vyapar hai saheb ... meri saans toh rok loge ... lekin is hawa ko kaise rokoge
Baniye ka dimaag ... miya bhai ki daring
Koi dhanda chota nahi hota aur dhande se bada koi dharam nahi hota
Joh dhande ke liye sahi woh sahi ... joh dhande ke liye galat woh galat ... isse zyada kabhi socha nahi
Jitna dhokla, thepla te fafda khana hai khao ... par meri zindagi to jao
Jaise har sikke ke do pehlu hote hai ... us hi tarah har kahani badi banti hai ek zabardast twist se
Zara si chhu chappad ki na ... toh yeh milk chocolate waale thopde ko wrapper ke saath pichka doonga
Kisi ne uske khilaf mooh khola na toh ho jaati hai ladai ... style marne ke chakkar mein maine agar kabhi haath khol diye toh beta ho jaati hai pitai
Akal ke saamne shakal haari jaati hai ... shakal ki nakal toh kar sakte hai ... lekin akal ki nakal bhi nakli hoti hai
Joh kuch bhi usne kiya ... maine apni life mein cut, copy, paste kiya ... bas farak itna hai udhar woh star bana aur main uska fan
Meri maa kehti hai khate waqt roti aur maarte waqt bandhe ginna ... bahut buri baat hai
Joh maza apni pehchaan ke saath jeene mein hai ... woh kisi doosre ki parchai banne mein nahi
Mamla toh bahut sangeen hai, thodi ahtiyaad baratna ... par ek baat yaad rakhna, dil ka toh kaam hi hai dhadakna
Joh aapko pyar karta hai uska dil todna bhi crime hi hai
Jab raaton ko taare ginne ka mann kare aur har taare pe mera naam bhunane ko dil kahe ... samajh lena pyar hai ... jab chalte chalte peeche mudne ka mann kare ... beedh mein, anjaane mein aankhen mujhe dhoonde lage ... samajh lena wohi pyar hai ... agar yakeen na ho toh yeh haath thaamkar dekh lo ... dhadkane wahin tham jaaye toh samajh lena yahi pyar hai
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
