Dialogues for Cast - Preity Zinta - PartyStuff

dialogues for cast: Preity Zinta

cast: Preity Zinta
1 (of 1 pages) | 13 (of 13 items)
1
(Ab hum aapke bina jee nahi sakte) - Hum oxygen hai ka?
Joh joh unke nikat hota hai na ... samajh lo uski jeb mein death ka ticket hota hai
Lamhon ko toh guzarna hoga, aandhi ko toh chalna hoga ... main ek khayal hoon mujhe jaane do, khayal ka haath kaun pakadta hai
Aane waale kal ke liye umeedein karne se vadiya hai ... aasi aaj nu behtar banaye
Tumhe kis baat pe zyada gussa aata hai ... apni nakaamyabi se ... ya meri kaamyabi par?
Zindagi mein kabhi kabhi pagalpan bahut zaroori hota hai
Zindagi mein hamesha logic kaam nahi karta
Tum meri zindagi mein ajnabee banke aaye the ... lekin ab tum iske maalik ho
Main zindagi mein sab kuch baant sakti hoon par tumhe nahi ... tum sirf mere ho, sirf mere
by: Preity Zinta
from: Farz (2001)
code:
Maa chahe vaishya ho ya kisi ghar ki bahu ... maa sirf maa hoti hai
Maa banna duniya ka sabse bada saubhagya hai ... ishwar ka sabse bada vardaan
Humne tumhari yaad mein ro roke tub bhar diye ... aur tum bewafaa aaye aur usmein naha ke chal diye
Kaam loafer ke aur baatein soldier ki
1

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.