Dialogues for Cast - Zarina Wahab - PartyStuff

dialogues for cast: Zarina Wahab

cast: Zarina Wahab
1 (of 1 pages) | 7 (of 7 items)
1
Yeh love bhi kya cheez hai ... ek doosre se ek shabd bhi na kehna aur tab bhi ek doosre ke itne kareeb hona ... us khamoshi ka kuch aur hi mazaa hai
by: Zarina Wahab
from: "I (0)
code:
Usse itna rula ... ki woh hasna bhool jaye
Aasoon ki keemat tab pata chalti hai ... jab khud ki aankhon se bahe
Anyaay ke khilaf har yudh ek nyaay hai
Nirdosh ladki ki raksha karna ... bhagwan ka adhar karna hi nahi ... purush ka pehla karam bhi hai
Har dharam ka ek hi matlab hota hai ... prem aur shanti ke raaste par chalna
Joh andhar se naram hote hai ... woh bahar se sakht na ho ... toh duniya usse kuchal deti hai
1

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.