Dialogues for Cast - Boman Irani - PartyStuff

dialogues for cast: Boman Irani

cast: Boman Irani
1 (of 1 pages) | 25 (of 25 items)
1
Em pan insaan ne simple hau joye ... VIP toh underwear bhi chhe
Insaan ko insaan hi hona chahiye ... Kohinoor toh basmasti chawal bhi hai
Insaan ko gaddar hona chahiye ... wafadar toh kutta bhi hota hai
Insaan ko hamesha seedha hi hona chahiye ... ooltah toh Tarak Mehta ka chashmah bhi hai
Insaan mein akal honi chahiye ... Surat toh Gujarat mein bhi hai
Dil ka door bada hona chahiye ... windows toh computer mein bhi hai
Insaan ko hamesha clean hi hona chahiye ... dirty toh picture bhi hai
Insaan ko hamesha khush hi hona chahiye ... gambhir toh Gautam bhi hai
Insaan ke sanskar badhe hi hone chahiye ... chota toh Bheem bhi hota hai
Election circus ki tarah hota hai ... jahan pe joker sirf time pass ke liye hota hai ... ticketein khareedi jaati hai sher ko dekhne ke liye
Makkaron se kabhi mat daro ... daro toh apne aap se ... aur daro toh dar darke zinda rehne se
Bekaar mein nakko seena taan ... bolo mohabbat ki zubaan
Yeh fareban baaton ki machine gun ghumakar ... mere dil, dimaag aur gurde ka chindiyan bana diya
Badi achchi baat hai ... din mein bhi raat hai ... chalo Allah hamare saath hai
Nashta kiya, breakfast?
Kuch sach sirf kahaniyan hoti hai ... aur kuch kahaniyan sach hoti hai
Insaan sirf rishta banata hai aur usko nibhane ki koshish karta hai ... baaki sab kismat ka khel hai
Life is a cycle ... kabhi khushi deti hai, kabhi gham deti hai
Yunhi aankhon mein aa gaye aasun ... jaiye aap koi baat nahi
Zindagi mein insaan ko sirf do ya char aaise mauke milte hai ... joh woh keh sakta hai ki humne zindagi mein kuch kiya hai
Jeetna bhi ek aadat hoti hai ... joh dheere dheere aati hai
Zindagi par jitna shak karoge ... zindagi tumhe utna hi tang karegi
Aye wallet, aye bullet ... you choose
Mere pass police hai, power hai, paisa hai ... tere pass kya hai?
Apni aulad ke khatir zindagi toh maa baap de hi dete hai ... lekin aapne toh apni maut tak kurbaan kardi
1

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.