dialogues for show: Awara Paagal Deewana
show: Awara Paagal Deewana
1
Agar woh deadly don hai, toh main bhi deadly daayan hoon
Jaise hi maine uski kanpatti par ye gunpatti rakhi ... uska chehra bina doodh ki chai jaisa kala pad gaya
Ye perfume ki khushboo ki smell kidhar se aa rahi hai?
Marne se pehle mere baal dye kara dena, I want to die young
Agar main mar gaya, main tujhe zinda nahin chhodunga
Aye hawai jahaj pack kar chal ... samaan mein baithke jaana hai fatafat
Thoda thoda karke peena chahiye na? ... aadha tum aadha main, dheere dheere
Adult baat mat kar, idhar maa behen khadi hai
Abhe kum akal ki chai ki patti
Ek baar agar mera dimaag garam ho gaya na ... toh thanda bhi fatafat ho jaata hai
Yeh toh underwear dost nikle
Morning morning mein gents ka paise mangna ... ladies ke liye bahot bura bad luck honda hai
Aye good night ke machchar ... mere dimaag pe sawaalon ka manjira mat bajaa
Anna tum logo ko ganne ki tarah chil chil ke chota kar daalega ... samjha na?
Baahar aag hai aur andar jwalamukhi hai ... jaaye toh kidhar jaaye?
Chalo chalo chalo, jaldi se crore ko pati se alag kardo
1
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
