Dialogues for Show - Shaadi Se Pehle (2006)

dialogues for show: Shaadi Se Pehle

show: Shaadi Se Pehle
1 (of 1 pages) | 19 (of 19 items)
1
Usne kaha ki karna mujhe phone ... humne kaha hum aapke hai kaun?
Maine kab kaha ki main Ram hoon ... arre main toh common hoon, sare aam hoon
Aatma udh gayi chhodkar shareer purana ... didi tera devar deewana, kudiyon ko dale dana
Luca good, Luca bad, Luca not ugly ... baat yaad rehti hai usse pichli
Humour achchi hai ... thoda sense daloge toh sense of humour ho sakta hai
Shaadi chal raha hai ya saas bahu ka TV serial ... khatam hi nahi ho raha hai
Le pakad khambha ... do ghoont mein tujhe dikhne lagegi Menaka aur Rambha
Apun Anna ... chaubees ghante chaukana!
Yeh zindagi ke mele duniya mein kam na honge ... of course hum na honge, almost hum na honge, at the most hum na honge
Begani shaadi mein Abdullah deewana ... begane shootout mein jaan mat gawana
Majnu aur Romeo ko agar naukri doondni padti na ... toh pata chalta ki pyar karna bada aasaan hai ... naukri doondna bahut mushkil
Ab ishq waalon ki duniya hogi tehas-nehas ... jab ghar ghar pahunchega yeh MMS
Draupadi ki saree keechna Dushasan ko pada bhari ... saree mein saree, Parag saree
Zindagi par jitna shak karoge ... zindagi tumhe utna hi tang karegi
Maine tujhko pyar kiya, tere baap ne mujhko peeta ... tann ki shakti, mann ki shakti Bournvita
Yeh dharti roh rahi hai, yeh aasman roh raha hai ... nonsense yeh sab kya ho raha hai?
When I'm good, I'm good ... when I'm bad, I'm better
Kya cheez hai Mumbai, aamchi Mumbai ... woh vada pav ki chutney, woh Mahim ki phirni, woh local train ke dhakke, woh signal pe chakke ... woh traffic, woh kooda, woh kachra, woh auto taxi ka nakhra ... woh machi waali ka jhagda, woh bhel, woh pani-puri, woh ragda ... woh Wadala, woh Chakala, woh Bandra, kahin Sakku bai toh kahin Sandra ... woh aunty ka adda, saala main road pe hich khadda ... yaar jaisa bhi hai ... aamchi Mumbai toh aamchi hai yaar
Life mein kisi ka pyar kam nahi hota hai ... sirf hamari umeedein zyada hoti hai
1

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.