dialogues for show: London Dreams
show: London Dreams
1
Choti pe akele khade hone ke liye ... doosre ko girana zaroori hai
Har bada sapna dekhne waala aadmi kabhi na kabhi jail zaroor gaya hai
Aap har roz fancy dress competition mein jaati hai ... ya get up change karna aapki hobby hai
Duniya mein aisa ek aadmi batao, jisne koi bada sapna poora karne ke liye ... kuch achcha, kuch bura aur kuch bahut bura na kiya ho
Agar apne aap par bharosa ho toh dosti aur bhi kamyaab bana deti hai ... aur agar apne aap par shaq ho toh barbaad bhi kar sakti hai
Ya toh main bhagwan ke khel mein apni haar maan loon ... ya uske khel ko palat doon
Jab se main hoon ... tab se mera yeh sapna bhi hai
Tu kaam karta gaya, main ishq karta gaya ... tera naam hota gaya, main badnaam hota gaya
1
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
