dialogues for show: Gandhi to Hitler
show: Gandhi to Hitler
1
Ladai arms aur fuel se nahi ladi jaati ... ladai dimaag se ladi jaati hai
Aurat ka ek bar jab byah ho jaata hai na ... toh uska naya janam hota hai
An eye for an eye makes the whole world blind
Ahinsa ko hathyaar banakar dushmano se ladna chahiye
Spandhanheen hriday mein josh naya barna hai aaj ... matra bhoomi ki parvarish ka karz ada karna hai aaj ... shaheedon ke lahu lohaan kadam pade jin rahon par ... un rahon par bankar phot kadamo tale bikharna hai aaj
Main apne desh ke liye sar jhukane ki bajaye ... sar katana pasand karoonga
Woh insaan mahaan hai joh apne aap se sacha ho
Yudh mein kisi bhi paksh ki jeet nahi hoti ... dono paksh kuch na kuch haarte hai
Dushmano ke jism par karna nahi hum mein prahaar ... achook nishana saad karenge seedha unke dil par vaar ... satyagraha ke aage unko natmastak hona hi hoga ... chhod ke Bharat jayenge woh hokar bebas aur lachaar
1
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
