dialogues for show: Loot
show: Loot
1
Tijori saaf, kaha suna maaf
Dhamki dene waalo ki main saans bandh karta hoon ... tera naseeb achcha hai, sirf mooh bandh kar raha hoon
Hoshiyaari toh hoshiyaar logon se ki jaati hai
Daal mein kaala ho ya garam masala ... kahan chup gaya hai saala?
Mukar jaane ka qatil ne achcha bahana dhoond nikala hai ... har ek se poochta hai ... isko kisne maar daala hai?
Galati se galati ho gayi
Jab hum thak ke so rahe the ... yeh so so ke thak rahe the
Mera dushman toh paida hote hi phas jaate hai
Takleef humko ka takleef degi ... hum toh khud takleefon ko takleef de dete hai
Na jaane badalon ke darmiyan kaisi saazish hui ... mera ghar mitti ka tha, mere hi ghar baarish hui
Daal ke bataya nahi jaata ... aur bata ke daala nahi jaata
Bina izzat ki bhaigiri ... matlab bina Meena Kumari ke Pakeezah
1
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
