dialogues for show: Rascals
show: Rascals
1
Hai rabba, main hoon iska abba ... main engine aur yeh mera dabba
Bank ke loan ki tarah saans andhar lo ... aur installment ki tarah dhere dhere bahar chodo
Khamosh kyun hai zameen aasman ... kya curfew lag gaya hai meri jaan?
Zara soocho, aap logon ke paas power hai, naukar hai, locker hai, rehne ke liye tower hai, nahane ke liye shower hai ... inke paas kya hai?
Ghadi ho toh Rado, gaadi ho toh Prado ... serial ho toh "Na aana is desh mein Lado"
Without cash tu kaise karega aaish?
Mohabbat ho ya motorcycle ... dono mein break bahut zaroori cheez hoti hai
Jhooti aastha nahi, raasta sachcha doonga ... tum mera haath pakad lo, main tumhe bachcha doonga
Gujarati ke haath se dandiya ... Tarzan ke badan se jhangiya ... aur Chetan Bhagat ke haath se rupaiya ... koi nahi cheen sakta
Jis aandhi toofan mein logon ke aashiyane udh jaate hai ... us mein hum chaddi aur banyan sukhate hai
Jab aadmi ka waqt bura aata hai ... toh chahe woh unth pe hi kyun na behta ho ... phir bhi kutta usse kaat leta hai
Jab aap log zindagi ki mauj mein the ... tab hum fauj mein the
1
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
