dialogues for show: Gali Gali Chor Hai
show: Gali Gali Chor Hai
1
Nyay ke liye ladna bhi toh hamara naitik farz hai
Aam aadmi ko maarne ki zaroorat nahi padti ... us par paise ka thoda extra bhoj daal do ... khud ba khud marr jayega
Jahan kaam aaye sui ... wahan talwar se kaam lete ho?
Yeh court kacheri ka chakkar sharifon ke liye nahi hai
Pati ki galati par ladna patni ki adhikar hai
Aaj ke zamaane mein sharif hona bahut bada gunaah hai
Kanoon ke samne jhoot bolna bhi bahut bada apradh hai
Hamare mulk mein sirf aam aadmi ki kismat kyun kharab hoti hai?
1
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
