dialogues for show: Dongri Ka Raja
show: Dongri Ka Raja
1
Log meri baat yaad rakhte nahi ... balki yaad rakhne par majboor ho jaate hai
Joh mar jaata hai woh pyar nahi kahani hoti hai ... aur hamara pyar koi kahani nahi, itihaas hoga
Jab dil dimaag ke raste aa jaaye ... toh khatra pehda hota hai
Jab ek achha ek bahut achhe se milta hai ... toh sab kuch bahut suhana ho jaata hai
Jabse tune yeh haath thaama hai, sambhal gaya hoon ... bas ab yeh haath mat chhodna, kisak jaaonga
Aankhen band karoon toh us hi ka chehra ... aankhen kholon toh us hi ka khayal ... raat raat bhar karvatein badalkar jaagta raha ... tabhi toh bana gaya hai tera yeh haal
Kabhi kabhi kanoon todne walo ko todne ke liye ... kanoon ko todna padta hai
Kanoon jab apne pe aata hai na ... na apne dekhta hai, na paraye
Sarkar do kisam ki hoti hai janaab ... ek woh jinhe hum chunte hai ... aur doosri joh humein chunti hai ... zara nazarein uthakar dekho ki kahan khade ho ... aur samjho ki yahan sarkar kiski chalti hai
Joh haan bole usse chhod deta hoon ... joh na bole usse todh deta hoon
Insaaf ki chakki chalti bahut dheemi hai lekin pisti bahut bareek hai
Hamara dhande ka usool hai ... daudte hue ghode par baazi lagao ... agar ghoda langda ho jaaye toh usse goli maar do
1
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
