dialogues for show: Super 30
show: Super 30
1
Jitna aapka jeb khali ... utna aapki taleem bhaari
Baatne se gyaan do ka chaar ho jaata hai ... aur na baatne se do ka zero
Jab ek ghar mein ek bacha padh leta hai na ... toh us ghar ka, us pariwar ka, maata pita ka, aane wali saat pushton ka ... sabka life hamesha ke liye badal jaata hai
Prayaas aur safalta ke beech mein ek hi number ka farak hota hai
Yeh ameer log apne liye khud chikna sadak banaye ... hamari raah mein aisa bada bada ghadda khod diye ... lekin yehi woh sabse badi galati kar diye ... humko saala chalang lagana sikha diye ... jab samay aayega toh sabse bada aur sabse lamba chalang hum hi maarenge
Aapatti se hi aavishkar ka janam hota hai
Aaj raja ka beta raja nahi banega ... raja wohi banega joh haqdaar hoga
1
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
