dialogues for show: Fateh
show: Fateh
1
Agli baar kirdaar imaandar rakhna ... janazah shandaar niklega
Haisiyat bhi aasmaan jaisi honi chahiye ... kyun ki zameen kitni bhi mehengi ho, koi na koi khareed hi leta hai
Kutti cheez hoti hai bhai emotion ... hadhein paar kar deti hai
Bahut kam log jaante hai ki woh bahut kam jaante hai
Kayi baar sahi manzil tak pahunchne ke liye galat raasta chunna padta hai
To bring someone down ... pehle usse mashoor karna padta hai
Insaan samajhta apni samajh ke hisaab se hi hai
Koi acha bura nahi hota ... hote hai sirf badkismat log
Rab apne bandhon ko bure waqt mein kabhi akela nahi chhodta ... himmat banke saath mein khada rehta hai
Zindagi mein na sapne upload karna bada easy hota hai ... aur download karne mein poori zindagi nikal jaati hai
Har ek ki zindagi mein ek samay aata hai jab usse faisla karna padta hai ki panna palatna hai ya kitaab band karni hai
1
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
