dialogues for show: Fakira
show: Fakira
1
Upar waala aaj tak jise na pehchan paya usse main kya pehchanuga
Hamare samne koi doosra pistol rakhe ... yeh hum mein pasand nahin
Yahan joh bhi aata hai ... hamari marzi ki bagair bahar nahin jaata hai
Joh hamari jaan ka dushman na ho ... hum uski jaan nahin lete
Tu sarkar aur janta ko lootta hai ... aur main tujh jaise looteron ko
Dil hai kahan ... woh toh tune le liya hai zalim
Sharafat se baat karo taaki main tumhe sharafat se jawaab de sakon
1
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
