Dialogues for Show - Mafia (1996) - PartyStuff

dialogues for show: Mafia

show: Mafia
1 (of 1 pages) | 11 (of 11 items)
1
Hum fauj mein the aur hamare desh vasi mauj mein the
by: Unknown
from: Mafia (1996)
code:
Dushman se sirf dushmani ka rishta hota hai
by: Unknown
from: Mafia (1996)
code:
Tujhe kanoon ne taqat, vardi ne jurrat aur tere garam khoon ne itni himmat di ... ki tu Gawda par haath utha behta?
by: Unknown
from: Mafia (1996)
code:
Mafia apne dushman ko kabhi maaf nahi karta ... bhool se bhi yeh baat bhool mat jana
by: Unknown
from: Mafia (1996)
code:
Aukaad kya hai tum jaise tinke ki, aandhi toofan ke bhi rukh modh diye jaate hai ... jin mein ho jaata hai andaaz-e-khudai pehda, humne dekha hai ki woh bhut todh diye jaate hai
by: Raza Murad
from: Mafia (1996)
code:
Tu hijhde ke haath mein talwar ki tarah hai ... joh chamak toh sakti hai, chal nahi sakti
by: Unknown
from: Mafia (1996)
code:
Kis kis ko yaad ki jiye, kis kis ko royiye ... aaram badi cheez hai, mooh dhakke soyiye
by: Mohan Joshi
from: Mafia (1996)
code:
Main mafia ka woh pedh hi jadh se ukhaadkar phek doonga ... jiske saaye ke neeche jurm nanga-naach naach raha hai
by: Dharmendra
from: Mafia (1996)
code:
Yeh waqt mera hai ... aur aaj hukumat bhi meri hai
by: Unknown
from: Mafia (1996)
code:
Hum mafia is pani ki tarah hai ... dosti ki mithaas mila de, amrit ban jayega ... dushmani ka zehar gholega, jaan lelega
by: Unknown
from: Mafia (1996)
code:
Jeena agar joh chaho, toh door humse rehna ... tum maum se bane ho, hum aag se bane hai
by: Mohan Joshi
from: Mafia (1996)
code:
1

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.