dialogues for Tag: Guest
Tag: Guest
1
Allah ke ghar se maut ka farmaan aur apne ghar mein bin bulaya mehmaan ... kabhi bhi aa sakta hai
India mein guest aur pest aise hi kabhi bhi kahin pe bhi aa jaate hai
Kehte hain maut bin bulaye aa jaati hai ... lekin main maut ke samne roz khada ho jaata hoon ... begani shaadi mein Abdullah deewana bankar
Buddhe ke mooh mein toffee aur mehmaan ke mooh se maafi ... achchi nahi lagti
Yeh mehmaan naamak jeev bahut hi khunkhar hota hai ... khoon choos leta hai
Atithi woh prani hota hai ... jiske na aane ki tithi hoti hai, na jaane ki
Mehmaan utna hi comfortable feel karenge, jitna hum unhe karvayenge
Shukar kar ki tu mehmaan hai is liye bach gaya ... nahi toh laat ghooson ki machine mein dalkar pees-peeskar tera keema bana deta
Apne hi desh mein mehmaan bankar koi khush kaise ho sakta hai
Maan na maan ... no mehmaan
Dushman chatt ke neeche aa jaye ... toh mehmaan ban jaata hai
Aapke mehmaan hai toh hum inke kadardaan hai
Abhe shamshaan ke hone waale mehmaan
Hamare dhande mein dushman khatam nahi hote ... mehmaano ki tarah ek jaata hai toh doosra chala aata hai
Dame ki bimari kuch aaisi hai jaise ghar aaya hua mehmaan ... aaj hai, kal nahi
Mera kaam tumhe sarkari mehmaan banana hai
Log kehte hai teen din baad mehmaan shaitan dikhai deta hai
Mehmaan apni khushi se aate zaroor hai ... lekin jaate ghar waalon ki marzi se hai
1
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
