Kitty Party dialogue for Tag - Parents - Dialogue - PartyStuff

dialogues for Tag:

Tag:
1 (of 9 pages) | 32 (of 277 items)
1 2 9
Maa baap ke saath aur aashirwad ke bina, koi bhi love story poori ho hi nahi sakti
Hum majboor baap ka beta hai, kismat thi hamari ... par aapko mazboot beta ka baap banna padega, yeh kismat hai aapki
Upar wale ka karm aur duaon ka saaya jiske saath hai ... koi khatra kya bhigadega us bete ka, jis bete ke sar pe maa ka haath hai
Jab baap bete ke dole shole same ho jaye na ... toh woh dost ban jaate hai
Parents banne ke liye baccha pehda karna zaroori nahi hai ... aur parents banne ke liye baccha tumhara hona bhi zaroori nahi hai
by: Unknown
from: Mimi (2021)
code:
Main shaadi shuda hoon ... par kismat ki maari hoon ... magar apne baap ki janni nahi joh jhooth bolun ... main aaj bhi tumhari hoon
Bachon ka zindagi bhar apne maa baap par haq hota hai ... par maa baap ka bachon pe nahi hota hai ... yehi duniya ki reet hai
Har maa yehi chahti hai na ki uski beti usse sirf ek maa ki tarah nahi ... kabhi kabhi genius ki tarah bhi dekhe
Maa zyada pyar karle toh bache bighad jaate hai ... bachon ko thoda kam pyar karde toh bhi bache bighad jaate hai ... koi maa perfect maa hoti hi nahi hai
Maa ko bhagwan ka nahi ... bhagwan ko maa ka darja diya jaata hai
Ek bache ko aasmaan mein udne ke liye par aur oonchai se girne ka dar ... dono maa baap se hi milte hai
Kehte hai bhagwan ka sakshat roop hoti hai maa ... joh kaam bhagwan bhi nahi kar sakte, woh maa karti hai ... lekin jab ek maa doosri maa se takrati hai ... toh yehi maa sabki maa ki
Bachpan mein bacha hamari ungli pakad ke chale hai taake bheed mein kho na jave ... aur jis din woh hamari ungli chhod de ... toh aise laage jaise hum hi kho gaye ho ... par baat bhi hai bhaisaab ... jab talak balak aapki ungli chhodega nahi ... tab talak aake gale kaise lagavega
Achi maa har bete ke naseeb mein hove ... par acha beta har maa ke naseeb mein nahi hota
Sau sukh paaye maat pita jinke hoth sapoot ... narak bhog jeeye jaat hai jinke hoth kapoot
Angrezi hamara hunar ho sakti hai ... hamari matrubhasha nahi ... kyunki matrubhasha maa hoti hai ... aur maa sirf ek hoti hai
Jaise maa apne bachon mein farak nahi karti ... aise police wala bhi apne badmasho mein farak nahi karte ... hum sabko ek hi aankh se dekhenge ... maa ki aankh se
Jaa apni mummy ke saath ... actually mummy se hi shaadi karle ... bloody mother lover
Hello bhai from another aai
Aap India se toh bahar aa gaye ... par Indian baap ka attitude aapse bahar nahi aaya
Jab tak ek bete ko realize hota hai ki uska baap sahi tha ... uska khudka ek beta hota hai joh samajhta hai ki woh galat hai
If you think you're bad ... I'm your dad
Is duniya mein sabse bada yodha maa hoti hai
Yeh joh mummy daddy hote hai na, inko zyada paas nahi aane dena life mein ... problem ho jaati hai
Har jawan ladki ke baap ki soch outdated hi hoti hai
(Bhagwan har jagah nahi hota hai) ... Issi liye toh usne maa banayi hai
Salamat hai har woh bete ka papa ... jiske saath hai Ganpati Bappa
Life mein main sirf do cheezon ki izzat karta hoon ... ek maa aur doosra khana ... kyun ki ek humein janam deti hai aur doosri humein zinda rakhti hai
Duniya ka sabse amir insaan bhi na maa baap ke bina gareeb hota hai
Is baar angrezi mein Barack Obama ki maa bhi tumhe fail nahi kar sakti
Rishton ki mehak bhi le udhe paad ... ab baap pehda ho rahe hai beton ke baad
Poore duniya mein sabse kamzor dil ek Indian baap ka hota hai
1 2 9

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.