Profession Topic Jokes - PartyStuff

Jokes for Topic: Profession

showing 32 [1 - 32] (of 280)
1
#7169 | Profession (व्यवसाय)
कल, भारतीय रिज़र्व बैंक के गवर्नर ने कहा, अर्थव्यवस्था में सुधार के लिए दो से तीन क्वार्टर तक लग जाएगा।

इसलिए मैंने कल रात 2 क्वार्टर खरीदे आखिरकार, मेरा भी कुछ कर्तव्य है देश के प्रति

सुबह उठा; कुछ भी नहीं बदला था!

आज 3 क्वार्टर के साथ फिर प्रयास करूंगा
copy
#7168 | Profession (व्यवसाय)
पहले एक ने रैड लाइट जंप की,
पीछे से 5 और ने की।

पुलिस ने पहले को छोड़कर सभी का चालान काटा।

बाकियों ने पूछा: “इसे क्यों छोड दिया?”

इंस्पेक्ट
यह हमारा ही आदमी है ये वापस जाएगा
रैड लाइट जंप करेगा और तुम जैसे 4-5 को फिर फंसवाएगा।
हमें भी टार्गेट पूरे करने होते हैं।। 😀
copy
#7160 | Profession (व्यवसाय)
पप्पू ट्रेन से अपने ‘गांव जा रहा था

टी टी: टिकट दिखाओ…

पप्पू: ग़रीब है साहब!!!
चटनी बासी रोटी खाते है!

टी टी: टिकट दिखाओ ?
पप्पू: ग़रीब आदमी हैं साहब
साग दाल रोटी खाते हैं!

टी टी गुस्से में- तो हम क्या गोबर खाते हैं!?
पप्पू: बड़े आदमी हो साहब खाते होगे…..!!

copy
#7149 | Profession (व्यवसाय)
अपराधी –
जज सहाब मै शराब पिया हुआ नही था..
बल्कि पी रहा था…😟😟

जज-
तो ऐसा करते है तुम्हारी सजा 1 महिने से घटाकर 30 दिन कर देते है…
copy
#7107 | Profession (व्यवसाय)
फेसबुक: – मैं सबको जानता हूं
गूगल: – मेरे पास सब कुछ है
इंटरनेट: – मेरे बिना तुम सब कुछ नहीं!
चार्जर : – आवाज नीचे!
copy
#6991 | Profession (व्यवसाय)
जिस तरह से बैंक रोज नये-नये चार्ज लगा रहे हैं, वह दिन दूर नहीं…
जब आप अपने बैंक के सामने से निकलेंगे और आपका फेस CCTV में आ गया तो आपके खाते से ₹101 मुंह दिखाई के काट लिए जाएंगे!😂😁😬😝😜
copy
#6969 | Profession (व्यवसाय)
बैंक की cashier खिड़की पर खड़े आदमी को cashier ने कहा ” पैसे नहीं है ”
ग्राहक : और दो मोदी माल्या को पैसा , सारे पैसे लेकर भाग गए विदेश में
कैशियर ने खिड़की में से हाथ निकाला और उसकी गर्दन दबोच कर कहा ” साले बैंक में तो है तेरे खाते में नहीं है” भिखारी 😁😁😁😁
copy
#6873 | Profession (व्यवसाय)
Hyderabadi Customer : Merku Cheque Deposit Karna Hai Kab Tak Clear Karte. Banker : 2 ya 3 Din Mein Clear Hojata. Customer : Dono Banks To Amne Samne Ich Hai Phir Itti Der Kaiku. Banker : Sir, Procedure Follow Karna Padhta, Agar Ap Qabristan Ke Bahar Accident Mein Margaye To Apku Ghar Ku Leke Jate, Gusal Dete, Kafan Pehnate, Janaze Ki Namaz Padhate. Ya Phir Marte Ich Samne Ke Qabristan Mein Dafan Karte. Customer : Aise khartarnak example nakko de re bawa, samajh gaya main
copy
#6779 | Profession (व्यवसाय)
मानसिक शांति हेतु सलाह – शब्द से शब्द बढ़ता है फिर वादविवाद होता है जिससे मन पर बहुत बुरा असर पड़ता है इसीलिये जहाँ तक हो सके… सारी बातें मारपीट से ही सुलझाने का प्रयास करें !!
copy
#6690 | Profession (व्यवसाय)
Traffic police jokes- Pahale 1 ne Red Light signal jamp ki,
peechhe se 5 aur ne ki.
Police ne pahale ko chhodakar sabhi ka challan kaata.
baakiyon ne poochha: “ise kyon chhod diya?”
Inspector:
yah hamaara hi aadami hai ye vaapas jaega
Red Light signal jamp karega aur tum jaise 4-5 ko phir phansvaega.
hamen bhi target poore karane hote hain.
copy
#6310 | Profession (व्यवसाय)
Apple = Vitamins
Vitamins = Power
Pwer = Work
Work = Money
Money = Girlfriend
Girlfriend = Tension
Tension = Heart Attack
Heart Attack = Death
See what all prblms an apple can make.

copy
#6309 | Profession (व्यवसाय)
Engineer, doctor, CA:-
Aaj mere paas Bangla hai…
Gaadi hai…
Naukar chakar hain…
Tumhare paas kya hai…??

Teacher: Mere paas garmi ki chhuttiya hain!!

copy
#6308 | Profession (व्यवसाय)
I am Looking for a Bank
which can perform Two things for me.
Give me a Loan,
and
then Leave me Alone….
copy
#6224 | Profession (व्यवसाय)
Judge: U r crossing the limits. Lawyer: Kaun Saala aisa kehta hai? Judge: How dare you call me saala? Lawyer: My Lod, I said kaun ''Sa Law'' kehta hai?

copy
#6092 | Profession (व्यवसाय)
How do u CUT roads????? By LAUGHING..... Because 'Haste Haste Cut jaye Rast
copy
#5472 | Profession (व्यवसाय)
Akbar: Kal Maine Sapna Dekha K Tum Gobar Me Gir Gaye Aur Mein Shehad (Honey) Me!Birbal: Ji Maharaj! Fir Mai Apko Chatne Lga Aur Aap Mujhe!

copy
#5471 | Profession (व्यवसाय)
Film Director to Actor: Tum ko 100 feet ki height se swimming pool me jump lagana hai.

Actor: Par mere ko tairna nahi aata, mein doob jaunga.

Film Director: Don't worry, pool me paani nahi hai.
copy
#5435 | Profession (व्यवसाय)
Boy friend:Darling,I love u.
Girlfriend:Kutte ke bache....
Boyfriend:Kya!
Girlfriend:Kitne cute hote hain na.

copy
#5434 | Profession (व्यवसाय)
1 pagal khane me pagal nach rahe the...
1 pagal khamosh baitha tha

dr ne pucha tum q khamosh baithe ho

pagal ne kaha-bewkuf me dulha hun!!!

copy
#5433 | Profession (व्यवसाय)
Tourist - Is Fort Me Koi Bhoot He Kya?
Guide - Me Yaha Itne Saalo Se Kaam Kar Raha Hoon,
Aaj Tak Nahi Dekha,

Tourist - Kitne Saal Hue?

Guide - 300 Saal.
copy
#5408 | Profession (व्यवसाय)
Jo 11 Saal Jail Main
Rahe,

Wo Sadar-e-Pakistan
Hai..

Jo 6 Saal Jail Main
Rahe,

Wo Wazir-e-Aazam
Pakistan Hai..

2, 4 Saal Aap Bhi Jail
Main Guzaar Aayen,

Mustaqbil Roshan
copy
#5245 | Profession (व्यवसाय)
Ticket Chacker-Amma Kiraya Pura do
Amma-Mai student hu

TC-Konse school me?
Amma-Wo q batau

TC-Muje apni DAADI ka admission karana hai

copy
#5198 | Profession (व्यवसाय)
Santa:Yaar raat
Me Suraj kaha chala
Jata he??

Banta:Suraj kahi nahi jata he
Sirf andhere ki
Wajah se hum use
Dekh nahi paate...

copy
#5197 | Profession (व्यवसाय)
A Policeman to his son- Yeh kya hai itne kam marks??
Aaj se tumhara khelna,T.V.dekhna,ghumna sab band.
son- Yeh lo papa 50Rs. Baat ko yehin khatam karo..

copy
#5196 | Profession (व्यवसाय)
santa: uth...uth... bhukamp aa raha h...
banta: soja.. soja.. makaan girega to makaan maalik ka girega, hum to kirayedar hain...

copy
#5195 | Profession (व्यवसाय)
Neil Armstrong lands on Moon & sees two men !!!!!

Asks them: Who are you ?????

Reply !!!!!
*
**
***
****
*****
****
***
**
*
Deepak Chourasiya with Cameraman Santosh from Aaj Tak !!!!!
copy
#4903 | Profession (व्यवसाय)
Police Man: Stop, Stop
Tumhari Headlights kaam Nahi kar rahi
Woh bandh hai

GOLU:Jaldi Se Hat Jao
Brakes Bhi Kaam Nahi Kar Rahe Hain
copy
#4900 | Profession (व्यवसाय)
One person :-CA karne me kitna kharch aata hai
CA Student:-Paise to bahut kam kharch hote hai bhai, par JAWANI puri kharch ho jaati he

copy
#4673 | Profession (व्यवसाय)
Yamraj (Gusse me) Yamdut se: Mene Tuje Kaha Tha Ki 'Ja.. Pan lekar aa.'
.

.
Aur tu Gadha,
.

.
.
.
'Japan' lekar Aa Gaya..

copy
#4662 | Profession (व्यवसाय)
Autowaala: sorry sir, meter daalna bhool gaya.
santa: problem nahi hai. main bhi apna purse bhool aaya. chodo

copy
#4639 | Profession (व्यवसाय)
Traffic Police:
Ap 180 Ki Speed
Se Q Ja Rahe Ho
GOLU :Ap logo Ne Hi to Side Wale
Board Pe Likha He
Yaad Rakhe Ghar Pe KOI Apka Intezar Kar Rha H
copy
#4602 | Profession (व्यवसाय)
Plumber:- Sir pipe naya laga dia hai aur bill Rs.700/- ho gaya.
Engineer:- Are itna tu main engineer ho ke bhi nahin kamata :o
Plumber:- Main bhi nahi kamata tha jab engineer tha!!
copy
1