sno | name |
---|---|
1 | Koi shak |
2 | Khaamosh! |
3 | Dhotiii... |
4 | Pitega Saala |
5 | Kitne aadmi the |
6 | Mein ek aurat hoon. |
7 | Mogambo Khush Hua. |
8 | K...k...k...Kiran. |
9 | Mujhse dosti karoge |
10 | Gogoji aapka ghagra. |
11 | Toh idhar ghuma na. |
12 | Mere paas ... Maa hai. |
13 | Tera kya hoga, Kaliya |
14 | Mere Karan Arjun Aayenge. |
15 | Beta, tumse na ho payega. |
16 | Rahul. Naam to suna hoga |
17 | Itna Sannata kyo hai bhai |
18 | Yeh Baburao ka style hain. |
19 | Aaj khush to bahot hoge tum. |
20 | Yeh haath, humko de de thakur. |
21 | Tumhara naam kya hain Basanti? |
22 | Agneepath. Agneepath. Agneepath. |
23 | Picture abhi baaki hai mere dost. |
24 | Dosti ki hai, nibhani toh padegi. |
25 | Holi Kab hain, kab hain holi? Kab! |
26 | Teja main hoon ... mark idhar hai. |
27 | Tussi ja rahe ho? ... Tussi na jao. |
28 | Prem naam hai mera ... Prem Chopra. |
29 | Aa gaye meri maut ka tamasha dekhne. |
30 | Tension lene ka nahin, sirf dene ka. |
31 | Hum angrezon ke zamaaneke jailor hain. |
32 | Kutriya saala, dekh ke number dial kar! |
33 | Basanti, inn kutto ke saamne matt nachna! |
34 | Main aaj bhi pheke hue paise nahin uthata. |
35 | Tumhara Ishq 'ishq' ... Humara Ishq 'sex'. |
36 | Kutte, kameene, main tera khoon pee jaoonga. |
37 | Don ko pakadna mushkil hi nahi, namumkin hai. |
38 | Main beta de sakti hoon, laaj nahi de sakti. |
39 | Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa. |
40 | Jahpanaah tussi great ho, tohfa kabool karo. |
41 | Sara shehar mujhe Loin ke naam se janata hai. |
42 | Mere mann ko bhaya, main kutta kaat ke khaya. |
43 | Sardaar, maine aapka namak khaya hain sardaar. |
44 | Jo mard hota hain use dard nahin hota, memsahab. |
45 | Moochein ho to Nathulalji jaisi ho warna na ho. |
46 | Main ek nanha sa, pyaar sa, chota sa bacha hoon. |
47 | Chal Dhanno! Aaj teri Basanti ki izzat ka sawal hai. |
48 | Thapad se darr nahi lagta sahab, pyaar se lagta hai. |
49 | Ek chutki sindur ki kimmat tum kya jaano, Ramesh Babu. |
50 | Dosti ka ek usool hai madam ... no sorry, no thank you. |
51 | Hum jahan khade ho jate hai line wahi se shuru hoti hai. |
52 | Ek machar. Ek machar saala aadmi ko hijda bana deta hai. |
53 | Draupadi tere akele ki nahi hai, hum sab shareholder hain. |
54 | Roye toh yaar ke kandhe par ... jaaye toh yaar ke kandhe par. |
55 | Raasta dikhana sehej hai, par raaste par chalna bahut kathin. |
56 | Beehad mein Baaghi hote hai. Dacoit milte hain parliament mein. |
57 | Rishte mein toh hum tumhare baap hote hain, naam hai Shahenshah. |
58 | Bread ka baadshah aur omelet ka raja ... Bajaj ... hamara Bajaj. |
59 | Hai bhagwan ... utta le re utta le ... mereko nahi! In dono ko re baba! |
60 | Saab, aap bahut maara apun ko, par main jo ek maara, solid laga ki nahi? |
61 | Is ilaaqe mein naye aaye ho sahab? ... Varna Sher Khan ko kaun nahi jaanta |
62 | Main bhi purana cheedie maar hoon, par katarne achchi tarah se jaanta hoon. |
63 | Har team mein sirf ek hi gunda ho sakta hai aur is team ka gunda main hoon. |
64 | Yaha kabootar bhi ek pankh se udta hai aur doosre se apna ijjat bachata hai. |
65 | Yeh bacchon ke khelne ki cheez nahi, haath kat jaye toh khoon nikal ata hain. |
66 | Ek baar jo maine commitment kar di, uske baad toh main khud ki bhi nahi sunta. |
67 | Chinoy seth jinke apne ghar sheeshe ke ho woh dusro par patthar nahi pheka karte. |
68 | Peter, tum log mujhe dhoond rahe ho aur main tumhara yahan intezaar kar raha hun. |
69 | Anarkali, Salim ki mohabbat tumhe marne nahin degi aur hum tumhe jeene nahin denge. |
70 | Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai? Main toh peeta hoon ke bas saans le saku. |
71 | Laatho ke bhoot baaton se nahi mantey. Ghost of the kicks not listening to the talks. |
72 | Jo ladki humey chahiye, usse hum nahi chahiye, aur jise hum chahiye, wo kisko chahiye... |
73 | Maine tumse kitni baar kaha hai Pushpa, mujhse yeh aansoo nahi dekhe jaate. I hate tears. |
74 | Aap ke paon dekhey, bahut haseen hain, inhen zameen par mat utariyega, maile ho jayengey. |
75 | Aur jab yeh dhai kilo ka haath kisi pe padta hain na, toh aadmi uthta nahi, uth jata hain. |
76 | Woh toh main kha gaya ... woh main mast tel me fry karke woh main kha gaya ... cha mai la! |
77 | Crime master Gogo naam hai mera ... aankhen nikaal kar gotiyaan khelta hoon main, gotiyaan. |
78 | Tereko bolera life mein teen cheez ke peechey kabhi nahin bhagneka?bus, train, aur chhokri. |
79 | Na talwaar ki dhaar se na goliyon ki bauchaar se... Banda darta hai to sirf parvardigaar se. |
80 | Main tumhe bhool jaaon yeh ho nahin sakta, aur tum mujhe bhool jao ye main hone nahi doonga. |
81 | Tum kya apne aap ko Mughal-e-Azam, hum log ka Anarkali samajhta hai be ... Kitna nacha raha hai? |
82 | Aaya hun, kuch toh loot ke jaunga. Khaandani chor hun main, khandani ... Mogambo ka bhatija, Gogo. |
83 | Utaar ke phenk do ye wardi aur pehan lo Balwant Rai ka patta apne gale mein ... Balwant Rai ke kutton! |
84 | Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch haarna bhi padta hai, aur haar kar jeetnay wale ko baazigar kehte hain. |
85 | Koi baat nahi senorita, koi baat nahi. Bade bade deshon mein, aisi choti choti baatein hoti rehti hai. |
86 | Jali ko aag kehte hain, bhuji ko raakh kehte hain, jis raakh se barood bane usey Vishwanath kehte hain. |
87 | Hum ek baar jeete hai, ek baar marte hai, shaadi bhi ek baar hoti hai ... aur pyar ek baar hi hota hai. |
88 | Chedi Singh! Hum tumme itne ched kar denge, ki confuse ho jaoge ki saans kaha se le, aur paade kaha se. |
89 | Jab tak baithne ko na kaha jaye sharafat se khade raho. Yeh police station hain tumhare baap ka ghar nahi. |
90 | Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaho toh puri kainath use tumse milane ki koshish mein lag jaati hai. |
91 | Aisa to aadmi life mein doich time bhaagta hai. Olympic ka race ho, yaa Police ka case ho. Tum kisliye bhaagta hai bhai? |
92 | Uff tumhare usool, tumhare adarsh. Kis kaam ke hain tumhare usool? Tumhare saare usoolon ko goond kar ek waqt ki roti nahin banayee jaa saktee, Ravi. |
93 | Unkey ek ek sawaal, mere do do jawaab. Ek ek sawaal, mere do do jawaab. Sawaal ek, jawaab do. Sawaal jawab sawal jawab sawal jawab. Chup. Lambiiii khamoshi. |
94 | Tareekh par tareekh, tareekh par tareekh, tareekh par tareekh, tareekh par tareekh milti rahi hain. Lekin insaaf nahi mila, My Lord, insaaf nahi mila. Mili hain toh sirf yeh tareekh. |
95 | Vijay Dinanath Chauhan. Pura naam. Baap ka naam, Dinanath Chauhan. Maa ka naam, Suhasini Chauhan. Gaon Mandwa. Umar chhattis saal, nau mahina, aath din, aur ye solva ghanta chalu hain, hainn. |
96 | Aap daani hain, gyaani hain, antaryaami hain, bahut bade swami hain, shaktimaan hain, budhimaan hain balke main toh yeh kehta hoon ki aap purush hi nahi Mahapurush hain. Mahapurush. Mahapurush. |
97 | Abbe hata sawan ki ghata, khaal khuja batti buja ke soja nintakle pintukle. Vanti pe khadeli he banti baja rahi hai baar baar ghanti, kulla ghuma ke paschim ko palatle. Bahut ho gaya, phut le vat le shana ban kya. |
98 | Babumoshai, zindagi aur maut uparwale ke haath hai jahanpanah. Usse na toh aap badal sakte hain na main. Hum sab toh rangmanch ki kathputhliyan hain jinki dor uparwale ki ungliyon main bandhi hain. Kab, kaun, kaise uthega yeh koi nahi bata sakta hai. Ha, ha, ha. |
99 | Lo kallo baat. Arre babuji, aisi English aave that I can leave angrez behind. You see sir, I can walk English. I can talk English. I can laugh English. Because English is a very phunny language. Bhairon becomes Baron and Baron becomes Bhairon because their minds are very narrow. |
100 | Haan, main sign karoonga, lekin main akele nahin karoonga, main sabse pehle sign nahin karoonga. Jao pehle us aadmi ka sign le kar aao jisne mere baap se sign liya tha; pehle us aadmi ka sign le kar aao jisne meri maa ko gaali deke naukri se nikal diya tha; jao pehle us aadmi ka sign le kar aao jisn |
Bollywood Movie Dialogues | list
content
list may be used as reference for your requirement
this list is for reference only. do check for copyright. do check for accuracy. the list may not be accurate/correct, may not reflect latest data, may have typo errors. the validility may have changed over time, may not be useful anymore. the list items are not exhaustive.