sno | name |
---|---|
1 | Lagta Hai kachcha khiladi hai |
2 | Aaj khush to bahut hoge tum |
3 | Pyar, mohabbat, aashiqui sirf lafzon ke sivah aur kuch nahi ... par jab woh mili ... in lafzon ko mainne mil gaye |
4 | Mooche ho to Nathulal jaise ho?.warna na ho |
5 | Tum jis school mein padhte ho hum uske headmaster rah chuke hain |
6 | Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai ? har mod aasaan nahi hota, har mod par khushi nahi hoti ? par jab hum zindagi ka saath nahi chhodte ? phir mohabbat ka saath kyun chhodein |
7 | Tum kabhi jeet nahin paye ... kyunki tum hamesha mujhe harane ki soochte the ... aur main kabhi hara nahin ... kyunki main hamesha jeetne ki soochta tha |
8 | Ek ladki dekhi, one flash aur main aapna dil kho betha, aab to bas ek hi tamanna hai ? rehna hai uske dil mein |
9 | Police ne tumhe charon taraf se gher liya hain? apne aap ko kannon ke haawale kar do |
10 | Na talwaar ki dhaar se na goliyon ki bauchaar se? Banda darta hai to sirf parvardigaar se |
11 | Nafrat ko nafrat nahi, sirf pyar mitta sakta hai ? bas zaroorat hai kisi ke haath ki ? joh kheench kar usse andheron mein se ujalon mein la sake |
12 | Yaad rakhna ki duniya ke kisi kone mein koi khush hai, kyun ki tum khush ho |
13 | Jab koi pyar mein hota hai ? toh koi sahi galat nahin hota |
14 | Chal Dhano! Aaj teri Basanti ki izzhat ka saawal hai |
15 | Jis mohabbat mein deewangi na ho ? woh mohabbat hi nahi |
16 | Agar tum mujhe yun hi dekhti rahi ? toh tumhe mujhse pyar ho jayega firse |
17 | Pyar hi toh woh jaado hai ? joh umar bhar jawan banaye rakhta hai |
18 | Drugs ka paisa khoon ki tarah hota hai?saare system mein daudta hai |
19 | Joh haarta hai, wohi toh jeetne ka matlab jaanta hai |
20 | Duniya mein kitni hai nafratein ? phir bhi dilon mein hai chahatein ? jao kehdo is jahan se, is zameen se, aasman se ? rok na sakenge ab yeh mohabbatein |
21 | Mujhe yakeen hai ki main sirf is liye janma hoon ? ki tumse pyar kar sakun ? tum sirf is liye, ki ek din meri ban jao |
22 | Bhai yeh room toh ... shuru hote hi khatam ho gaya |
23 | Namaaz mein woh thi ? par laga dua hamari manzoor ho gayi |
24 | Main apni favourite hoon... chulbuli delightful and full of life punjaban kudi |
25 | Apni kamyabi ko itna chota mat samjho ? sirf naseeb waalo ko naseeb hoti hai yeh |
26 | Insaan apne liye gaye faislo se hi bada hota hai |
27 | Pyar ka pehla kadam dosti hai, aur aakhri bhi ? bus beech ke kadam reh gaye hain |
28 | Bade se bada business ? paise se nahi, ek bade idea se bada hota hai |
29 | Kahin na kahin, koi na koi mere liye banaya gaya hai ? aur kabhi na kabhi main usse zaroor milongi |
Bollywood Movie Dialogues 2 | list
content
list may be used as reference for your requirement
this list is for reference only. do check for copyright. do check for accuracy. the list may not be accurate/correct, may not reflect latest data, may have typo errors. the validility may have changed over time, may not be useful anymore. the list items are not exhaustive.