1 Bewajah log kahan marte hai ... yaar hi bewafai karte hai by Sanjay Dutt ()
2 Yeh dhanda hai na bewafaa aurat ki tarah hai ... bewafai par utar aaye toh kangaal kar deta hai ... aur wafaadari par utar aaye toh malamaal by Sanjay Dutt ()
3 Aadmi agar thode time ke liye pareshaan hai na ... toh matlab time kharab hai ... aur aadmi agar hamesha pareshaan hai na ... toh samajh lena ki aadmi kharaab hai by Razak Khan ()
4 Bewafaa aadmi khuda se gabra jaata hai ... aur sacha pyar hai na khuda se takra jaata hai by Sanjay Dutt ()
5 Is jahaan mein aaye ho toh kuch aaisa karo kadardaan ... ke jis gali se guzro toh awaaz aaye, abbajaan abbajaan by Sanjay Dutt ()
6 Pyar maanga tha, judaai nahi ... wafaa maangi tha, bewafai nahi by Sanjay Dutt ()
7 Janta hai tu ki danger naam hai mera ... aur main janta hoon ki kya kaam hai tera by Sanjay Dutt ()
8 Usse giraftar mat karna, uspar muqadma mat chalana, usse phansi ki sazaa mat dena ... kuch bhi ho jaye usse zinda mat chhodna by Preeti Jhangiani ()
more to explore
hapi: 0.0 (0)
is it popular:No
this page
code: mov1021
bookmark:https://partystuff.in/movie/1021
share:
this is for reference purpose only. do check for copyright. do check for accuracy. the data may not be accurate/correct, may not reflect latest data, may have typo errors. the validility may have changed over time, may not be useful anymore. the content is/are not exhaustive.