1 Tum dua karo apne liye ... agar usse kuch bhi hua na toh main tumhe nahi chhodunga
by Vivek Oberoi () 2 Ladki ko bhagake laane mein ek bahut bada faida hai ... ladki baar baar maa baap ke paas jaane ki dhamki toh nahi degi
by Tinnu Anand () 3 Mardon ka asli rang shaadi ke baad pata chalta hai ... shaadi se pehle train ho, bus ho, bheedh ho har jagah gale padh jaate hai ... aur shaadi ke baad gale lagate hue bhi sharm aati hai
by Rani Mukherjee () 4 In do minute ke liye toh main do janamon tak bhi intezaar kar sakta hoon
by Vivek Oberoi () 5 Itne saare log aur itni kam akal
by Vivek Oberoi () 6 Agar main fail ho gayi toh mujhe hi taye pe talogi tum
by Rani Mukherjee () 7 Karz tumhara aur farz hamara?
by Satish Shah ()