1 Bas yahi toh hamare naye samaaj ka kamaal hai ... joh chor ho, doosron ke jeb kaatte hai, public ki aankhon mein dhool daalte hai, mere jaisa patla suit pant pehente hai ... unhe hum sharif samajhte hai ... aur joh imandaari se, mehnat mazdoori karke pet paalte hai, phate purane kapde pehente hai ... unhe chor daaku awaara samajhkar dhar liya jaata hai
by Raj Kapoor () 2 Insaaf karte waqt har doosre rishtey ko bhool jaana padta hai
by Nargis () 3 Import export ka matlab hai idhar ka maal udhar aur udhar ka maal idhar
by Raj Kapoor () 4 Sharifon ki aulad hamesha sharif hoti hai ... aur chor daaku ki aulad hamesha chor daaku hoti hai
by Unknown () 5 Qatal karne ke liye bhi himmat chahiye
by Prithviraj Kapoor () 6 Joh ek baar apradhi ban jaye woh phir kabhi sharif nahi ban sakta ... chahe kitna hi bhes kyun na badle
by Unknown () 7 Dil kanoon ko nahi maanta ... kisi kanoon ko nahi maanta
by Prithviraj Kapoor () 8 Mitti ka gaar toot ke judh sakta hai ... par yaad rakhna stree ki laaj ka seecha ek baar toot jaaye, toh kabhi nahi judh sakta
by Leela Mishra ()