1 Aaj ... aaj ek hasi aur baant lo ... aaj ek dua aur maang lo ... aaj ek ansoon aur pee lo ... aaj ek zindagi aur jee lo ... aaj ek sapna aur dekh lo ... aaj ... kya pata, kal ho naa ho
by Shahrukh Khan () 2 Main aankhen band karta hoon toh tumhe dekhta hoon ... aankhen kholta hoon toh tumhe dekhna chahta hoon ... tum paas nahi hoti ho toh tumhe chaaron taraf mehsoos karta hoon ... har pal, har ghadi, har waqt
by Shahrukh Khan () 3 Tumhare paas joh hai tumhare hisaab se kam hai ... lekin kisi doosre ke nazar se dekho ... toh tumhare paas bahut kuch hai
by Shahrukh Khan () 4 Kaash ... kaash main tumhari jagah pe hota ... kaash
by Shahrukh Khan () 5 Pyar ka pehla kadam dosti hai, aur aakhri bhi ... bus beech ke kadam reh gaye hain
by Saif Ali Khan () 6 Pyar toh bahut log karte hai ... lekin mere jaisa pyar koi nahi kar sakta kyun ki kisi ke paas tum joh nahi ho
by Shahrukh Khan () 7 Soocho, soocho ... aur soochne ke liye main tumhe apni saari zindagi deta hoon
by Saif Ali Khan () 8 Main tumhe zindagi bhar pyar karoonga aur marte dam tak pyar karoonga ... aur uske baad bhi
by Shahrukh Khan () 9 Che din ladki in ... sirf che din!
by Shahrukh Khan () 10 Laal mere dil ka haal hai ... lagta tumpe kamaal hai ... yeh tofha nahin sawaal hai ... kya Subhash Ghai ki picture Taal hai?
by Saif Ali Khan () 11 Only asking you to dance yaar ... not maarooing chance
by Saif Ali Khan () 12 Jitna tum ladki ke peeche bhaagoge utna hi woh tumse door bhaagegi ... agar tum ladki ke peeche nahi bhaagoge toh woh confuse ho jayegi aur tumhare peeche bhaagegi ... yeh pata karne ke liye ki woh confuse kyun hai
by Shahrukh Khan () 13 Main shayar toh nahi magar aye haseen ... aage ki lines main jaanta nahi
by Saif Ali Khan ()