1 Janam dene waali sirf maa hi nahi ... mitti bhi hoti hai
by Ajay Devgan () 2 Mere junoon ki misaal deta hai zamana ... kyun ki maut se darta nahi Parwana
by Ajay Devgan () 3 Banegi ek nayi tareekh, surkhiyon mein likhega zamana ... apne watan ke khatir, jaan par khel gaya Parwana
by Ajay Devgan () 4 Ek nayi ada aaj dekhega zamana ... khud shama ko lene aaya hai parwana
by Ajay Devgan () 5 Aag mein kood padhun ... iraadon mein asar rakhta hoon ... naam hai Parwana ... hateli pe jigar rakhta hoon
by Ajay Devgan () 6 Kya mukhda hai, kya aankhen hai, kya hooth hai ... aaisa lagta hai ki upar waale ne sare staff ko chutti dekar ... apne haathon se usse banaya hai
by Ajay Devgan () 7 Abhe ujade bazaar ki bhujti hui agarbatti
by Ajay Devgan ()