1 Indian aadmi jahan bhi rahe, kuch bhi kare ... hamesha Indian hi rahega
by Priyanka Chopra () 2 Pyar, pyar hota hai ... jis mein vishvas hota hai, passion hota hai, wafaa hoti hai ... aur yeh woh wafaa hai joh aadmi ko bewafaa nahi hone deti
by Akshay Kumar () 3 Aadmi ke pass dimag ho na ... toh woh apna dard bhi bech sakta hai
by Amrish Puri () 4 Aurat nadi ke samaan hoti hai ... yadi apne kinaron ki maryada mein rahe, toh lati hai khushali ... aur yadi apne kinaron ki maryada todh de, toh lati hai vinash, barbadi
by Annu Kapoor () 5 Jab pati par kisi bala ka saaya par jata hai ... tab patni hi uski nazar utarti hai
by Kareena Kapoor () 6 Kya figure hai yaar ... na ek millimeter idhar na ek millimeter udhar ... upar waale ne bhi cold coffee peete hue banaya hoga yeh garma garam piece
by Vivek Shauq () 7 Na main shayar hoon, na shayar ka bhatija hoon ... main toh jhi apne maa baap ke manoranjan ka natija hoon
by Vivek Shauq () 8 Pyas ab pani ho jaye, katra katra ghulab ho jaye .... tum apne haathon se joh pila do mujhko, toh mineral water bhi sharab ho jaye
by Annu Kapoor ()