1 Pitaji ka naam, mataji ki shaan ... aur dono ke ishq mein phas gaya yeh gareeb insaan
by Jaspal Bhatti () 2 Hum tanhaiyon se nahi, mehfilon se darte hai ... hum zamane se nahi, apne aap se darte hai ... yun toh bahut kuch khoya hai humne, na jaane kyun aapko khone se darte hai
by Arshad Warsi () 3 Shaadi karne mein aur na karne mein ek cheez toh common hai ... pachtava
by Arshad Warsi () 4 Zindagi mein pyar khone se aur pyar paane se badkar hai ... pyar karna
by Arshad Warsi () 5 Na umeed hai, na sharaab hai ... soorat-e-haal kaafi kharab hai
by Kanwaljit Singh ()