1 Zindagi ke do hisse hote hai ... ek sawal doosra jawab
by Dev Anand () 2 Mera daata mujhpar meherban hai ... mere mooh mein chandi ki zabaan hai ... mere haath mein sone ki kamaan hai ... joh bhi mere aage aayega ... muft mein joote khake jayega
by Dev Anand () 3 Kabhi tera dar, kabhi darbadar, kabhi arsh par, kabhi farsh par ... arre gham-e-aashiqui tera shukriya, main kahan kahan se guzar gaya
by Unknown () 4 Aankh jhukakar baithne waale, aankh uthakar dekh zara ... hum bhi hai tere chahne waale, teer chalakar dekh zara
by Unknown () 5 Insaan mar sakta hai ... karza nahi mar sakta
by Unknown () 6 Jisne tan diya usne dhan nahi diya
by Unknown ()