1 Tu apne crore pe, main apne road pe ... maaze karenge
by Nana Patekar () 2 Shivaji ke paas ek horse ka power tha, aur unka ghoda hawa ke saath baat karta tha ... tere paas athrah horse ka power hai, gear mein dhal aur bol ... Jai Maharashtra!
by John Abraham () 3 Har koi subah nikalta hai soochke ki aaj kuch achcha hoga ... raat tak bas booch achcha beheta hai
by Nana Patekar () 4 Tumhe lagta hai jab tak duniya nahi badlegi tum nahi badloge ... lekin sach toh yeh hai ki, jab tak tum nahi badalte tab tak duniya nahi badalne waali
by Sonali Kulkarni () 5 Saala khud marna hai toh marr na ... doosre ki kaiko vaat lagata hai
by Nana Patekar () 6 Yeh Bombay hai ... yahan time ka matlab hai paisa ... mujhe tees minute journey teen minute mein poori karni hai
by John Abraham () 7 Mumbai nagariya, maya ki nagariya ... idhar har type ka aadmi milta hai ... aur har aadmi ka alag alag type se vaat lagta hai
by Sanjay Dutt () 8 Baniye ke bill ki tarah tumhari harkatein bhi bhadti ja rahi hai
by Sonali Kulkarni () 9 Isko toh electrician hona chahiye tha ... har baat pe fuse udhta hai saale ka
by Sanjay Dutt ()