1 Yakeen aaye na aaye tumko lekin yeh haqeeqat hai ... mile ho jabse tum mujhko yeh duniya khoobsurat hai
by Rekha () 2 Yaadein anth mein kiska haath pakadkar jaati hai maloom? ... maut ka
by Nana Patekar () 3 Kisi bhi kahani mein ya upanyas mein ... apni zindagi ka anubhav aur tajurbe ka reflection dikhta zaroor hai
by Nana Patekar () 4 Paisa, paisa ... sote ko jagaye paisa, rote ko hasaye paisa, kanoon banaye paisa, dharam ko nachaye paisa, barood bichaye paisa, sheharon ko jalaye paisa
by Nana Patekar () 5 Falsafi ko bahas ke andar khuda milta nahi ... dor ko suljha raha hoon aur sirah milta nahi
by Rekha () 6 Zindagi ke ek modh par jaakar log aksar yehi sochte hai kaash ... zindagi phir se jeene mil jaati
by Nana Patekar () 7 Prem is prithvi ki amar bhavna hai ... prem jeevan deta hai aur jeevan is hi prem ki agni mein jalkar bhasma ho jaata hai
by Nana Patekar () 8 Jaam-e-mohabbat aankhon se hi pee lete hai dilwale ... ek nazar mein mujhko padhkar jee lete hai dilwale
by Rekha () 9 Sikke ki jhankar aur uski chamak ... aadmi ko andha bana deti hai
by Nana Patekar () 10 Tere honthon ka kaala til joh nashtar bankar chubta hai ... karoon kurbaan Samarkandon Bukhara iske badle mein
by Nana Patekar () 11 Aap toh aap hai, aap sab kuch hai ... aur toh aur hai, aur kuch bhi nahi
by Nana Patekar () 12 Dor bahut dor jahan tak nazar jaati hai ... samay ke saath saath yaadon ka ek safar ... samundra ki leharon ki tarah saath saath chalta hai ... saath saath chalta hai
by Nana Patekar ()