1 Dharm wohi hai joh matti se janam leta hai ... dharm wohi hai joh tumhari buddhi se janam leta hai ... dharm wohi hai joh tumhare dil, tumhare mann ko sachcha lagta hai ... dharm wohi hai joh tumhari aatma ko sachcha lagta hai
by Sharmila Tagore () 2 Jab pita ke budhe haath kaapne lage ... toh jawaan bete ka farz hota hai ki woh aakar unke haath batayein
by Amitabh Bachchan () 3 Maine hamesha socha tha ki mera sapna aapke pyar se poora hoga ... aapke reham aur aapki daya se nahi
by Vidya Balan () 4 Ek ek saans sambhaal kar le rahi hoon ... ki kahin tumhare aane tak yeh saanse khatam na ho jaye
by Sharmila Tagore () 5 Meri zindagi ka ek ek pal is deewaar ki ek ek eent hai
by Amitabh Bachchan () 6 Aap hukum kijiye ... main uski gardan kaat kar aapki godh mein rakh doonga
by Amitabh Bachchan () 7 Mat badhao apna haath meri taraf ... agar maine isse tham liya toh anarth ho jayega
by Amitabh Bachchan () 8 Mere haath kaanp sakte hai ... lekin mera mann atal hai
by Amitabh Bachchan () 9 Jab tak koi awaaz nahi hogi ... tab tak tum zinda rahoge
by Amitabh Bachchan () 10 Mera dharm hai aapki maut
by Amitabh Bachchan ()