1 Bas ek haan ke intezaar mein raat yunhi guzar jayegi ... ab toh bas uljhan hai saath mere, neend kahan aayegi ... subah ki kiran na jaane kaunsa sandesh layegi ... rim jhim si gungunayegi ya pyas adhoori reh jayegi
by Aamir Khan () 2 Vishvas aur ghamund mein bahut kum farak hai ... main kar sakta hoon, yeh mera vishvas hai ... sirf main hi kar sakta hoon, yeh mera ghamund
by Aamir Khan () 3 Mere pitaji ka kehna tha ki ... kaam jazbaat ke saath karo ... jazbaati hokar nahi
by Aamir Khan () 4 Ragad ragad ke saaf karo ... mere haathon ko maaf karo
by Asin Thottumkal ()