1 Tumhare hi liye paida hue duniya ke nazare ... chamakte hai tumhari roshni se chand aur taare ... tumhara gham hai gham, auron ka gham khawab-o-kahani hai ... tumhara khoon hai khoon, hamara khoon pani hai
by Sohrab Modi () 2 Tareef us khuda ki jisne jahan banaya ... unko haseen banakar mujhko jawan banaya
by Dilip Kumar () 3 Doob maro is insaaf par, aasun bahao is kanoon par ... joh kamzoron ke liye talwar ki dhaar, aur zabardast ke liye bank-e-bahar hai ... joh apne liye nagme-e-saaz, aur hamare liye maut ki awaaz hai
by Sohrab Modi () 4 Na ched ab mujhko, rehne de yahin tak dastan meri ... kahunga sach toh jal jayega dil tera, zabaan meri
by Sohrab Modi () 5 Roman kanoon faulad ki tarah sakht aur waqt ki tarah atal hai
by Nazir Hussain () 6 Aye khuda tu jis haal mein rakhega khush rahenge ... teri khushi mein khush tera khidmat guzar hai ... banda hoon tera tu mera parvardigar hai
by Sohrab Modi () 7 Hamari adalat ka hukum maana nahi ... manvaya jaata hai
by Nazir Hussain () 8 Nikal chalne ki yeh hasrat badi mushkil se nikalegi ... kaleja cheer degi baddua joh dil se nikalegi
by Sohrab Modi () 9 Jise paala tha khoon-e-dil se zaar aur nathavan hokar ... khabar kya thi wohi degi daga ek din jawan hokar
by Sohrab Modi ()