1 Kam jokhim aur kam munafa, usse business kehte hai ... zabardast jokhim aur zabardast munafa, usse jua kehte hai ... lekin kam jokhim aur zabardast munafa, usse mauka kehte hai
by Paresh Rawal () 2 Har badi daulat ke peeche koi na koi jurm hota hai
by Tara Sharma () 3 Agar zindagi bhar ka hisaab lagaya jaye ... toh gairon ke muqabale apne hi zyada khatarnak sabit hue hai
by Naseeruddin Shah ()