1 Border pe marne se zyada bada nasha koi nahin hai
by Kay Kay Menon () 2 Dushman sirf border ke uss paar nahin hota ... ghar ke andhar bhi hota hai
by Kay Kay Menon () 3 Jab zindagi credit pe chal rahi ho na ... toh vastavikta thodi si dhundli ho jaati hai
by Kay Kay Menon () 4 Main hamesha ek second aage rehta hoon
by Kay Kay Menon () 5 Shaurya sirf kisi ko maar girane ko nahi kehte, shaurya sirf salaami dene ko nahi kehte ... shaurya toh hamare bahut andhar hota hai ... ek hausla, ek himmat
by Amrita Rao () 6 Gunaah mein hisaab kitaab nahi chalta
by Seema Biswas () 7 Jung mein jab shoot karne ka order dete hai toh, kab kahan kaise uska toh pata hota hai magar kyun ... fauji ko na yeh batate hai, na usse janane ka haq hota hai
by Javed Jaffrey ()