1 Tu kaam karta gaya, main ishq karta gaya ... tera naam hota gaya, main badnaam hota gaya
by Salman Khan () 2 Jab se main hoon ... tab se mera yeh sapna bhi hai
by Ajay Devgan () 3 Ya toh main bhagwan ke khel mein apni haar maan loon ... ya uske khel ko palat doon
by Ajay Devgan () 4 Agar apne aap par bharosa ho toh dosti aur bhi kamyaab bana deti hai ... aur agar apne aap par shaq ho toh barbaad bhi kar sakti hai
by Om Puri () 5 Duniya mein aisa ek aadmi batao, jisne koi bada sapna poora karne ke liye ... kuch achcha, kuch bura aur kuch bahut bura na kiya ho
by Ajay Devgan () 6 Aap har roz fancy dress competition mein jaati hai ... ya get up change karna aapki hobby hai
by Ajay Devgan () 7 Har bada sapna dekhne waala aadmi kabhi na kabhi jail zaroor gaya hai
by Ajay Devgan () 8 Choti pe akele khade hone ke liye ... doosre ko girana zaroori hai
by Ajay Devgan ()