1 Jeena haraam kar diya hai hamara ... sabun, towel, bedroom, bathroom ... poore ghar pe kabza kar chuka hai
by Ajay Devgan () 2 Bahu, bahu ... apne guni haathon se chawal bana do, saath mein daal ... chaar paanch parathe ... aur do ek sabzi ... zyada kasht mat uthana
by Paresh Rawal () 3 Atithi woh prani hota hai ... jiske na aane ki tithi hoti hai, na jaane ki
by Unknown () 4 Yeh mehmaan naamak jeev bahut hi khunkhar hota hai ... khoon choos leta hai
by Unknown ()