1 Har insaan pehle Hindustani hai ... phir baad mein Musalman ya Hindu
by Sunny Deol () 2 Jab main dushman ke saath haath milata hoon ... toh uske haath ki jeevan rekhayein mitt jaati hai
by Sunny Deol () 3 Neetu Singh jab koi mission par nikalti hai toh kafan apne saath lekar chalti hai ... ya toh dushman ko pehna deti hai ... ya khud pehenkar desh par shaheed ho jaati hai
by Tabu () 4 Main apne haath do hi waqt uthata hoon ... dua ke liye, joh mera imaan hai ... aur zulm ke khilaaf ladne ke liye, joh mera ishq hai
by Sunny Deol () 5 Hussain ka ek ghoonsa ... aur teri khopdi ke bawees tukde
by Sunny Deol () 6 Mera muhafiz hai khuda, toh phir hai kaun joh mujhko utha sake ... teri kya aukaad hai, joh jahaan se mujhe mitta sake
by Sunny Deol ()