1 Main un cheezon ki smuggling karta hoon, jinki ijaazat sarkar nahi deti ... un cheezon ki nahi, jinki ijaazat zameer nahi deta
by Ajay Devgan () 2 Aadmi tabhi bada banta hai ... jab bade log usse milne ka intezaar kare
by Emraan Hashmi () 3 Dua mein yaad rakhna
by Ajay Devgan () 4 Zindagi ho toh smuggler jaisi ... sari duniya raakh ki tarah neeche aur khud dhuen ke tarah upar
by Emraan Hashmi () 5 Hamari tasveerein kheench ke apni dukaan mein laga lena ... kabhi zaroorat padhe, toh dono mein se ek bhagwan chun lena
by Ajay Devgan () 6 Raaste ki parwah karoonga toh ... manzil bura maan jayegi
by Emraan Hashmi () 7 Mushkil toh yeh hai ki main abhi theek tarah se bhigda bhi nahi ... aur tumne sudhaarna shuru kar diya
by Emraan Hashmi () 8 Sher se hal chalaoge toh kisaan toh marega hi
by Emraan Hashmi () 9 Joh bistar pe zabaan dete hai ... woh aksar badal jaate hai
by Emraan Hashmi () 10 Chaukiyan chahe police ki ho ... shehar ke commissioner to hum hi log hai
by Ajay Devgan () 11 Jinki manzil ek hoti hai ... woh raaston par hi toh milte hai
by Ajay Devgan () 12 Jab dost banake kaam ho sakta hai ... toh phir dushman kyun banaye?
by Ajay Devgan () 13 Agar dhanda shanti se karna hai toh ... dhamake toh karne hi padenge
by Emraan Hashmi () 14 Joh apni maa ki izzat nahi karte ... main unka baap bankar aata hoon
by Ajay Devgan () 15 Yeh umar sudharne ki nahi ... bighade ki hai
by Emraan Hashmi () 16 Sooch lo, baat khatam karni hai ... ya kahani shuru
by Ajay Devgan () 17 Himmat batai nahi ... dikhai jaati hai
by Ajay Devgan () 18 Jaise tu hua tha ... upar waale ki dua se, thodi mehnat se ... aur bahut sari lagan se
by Ajay Devgan () 19 Kashti leharon se takrayegi ... toh hi kinaare naseeb honge
by Ajay Devgan () 20 Main apne kaam karne ka tareeka badal raha hoon ... tevar nahi
by Ajay Devgan () 21 Joh apne beete huye kal se bhaagta hai ... woh zindagi ki race kabhi nahi jeetta
by Ajay Devgan () 22 Jurm ke raaste kitne bhi makhmali kyun na hoon ... khatam toh jail ke kambal mein hi hote hai
by Randeep Hooda () 23 Main har kaam paise ke liye nahi karta
by Ajay Devgan () 24 Aaj ka kaam kal par chhodonga ... toh aaj bura maan jayega
by Emraan Hashmi () 25 Supari li hai toh chuna nahi lagaunga
by Emraan Hashmi () 26 Agar kisi cheez ki lat padh jaye ... toh woh lat aadmi ki pehchaan ban jaati hai
by Randeep Hooda () 27 Tumhari baat ka jawaab de diya ... toh tumhara sawaal bura maan jayega
by Emraan Hashmi () 28 Waqt bhi kahan badalta hai ... sirf guzarta hai
by Ajay Devgan () 29 Koi bhi dhanda aadmi ki himmat se bada nahi hota
by Emraan Hashmi () 30 Gufaa mein andhera kitna hi ho ... kinaare pe roshni zaroor hoti hai
by Randeep Hooda () 31 Aadmi halaat bighadane ke liye burre kaam nahi karta ... halaat sudhaarne ke liye karta hai
by Ajay Devgan () 32 Desh se wafaadari kisi ek shaksh se gaddari se kahin zyada badhkar hoti hai
by Randeep Hooda () 33 Is khel mein joh power hai na ... uska nasha hi alag hai
by Emraan Hashmi () 34 Isse zindagi se zyada apni jeet pyari hai
by Ajay Devgan () 35 Gaadi chahe kitni bhi tezz ho ... usse rokne ke liye ek keel kafi hai
by Randeep Hooda () 36 Ab dekhna yeh hai ki aankh milake baat karta hai ... ya peet peeche vaar
by Ajay Devgan () 37 Insaan ki dukhti rug uski har taqat se badhkar hoti hai
by Randeep Hooda () 38 Aaj ke baad tu sirf wohi bolega ... joh main sunna chahta hoon
by Ajay Devgan () 39 Garam joshi achchi cheez hai ... lekin agar hadh se badh jaye toh khud ko jaala deti hai
by Randeep Hooda () 40 Aankhen khuli rakhon toh aansoon bhi kaale ... aur bandh karoon toh sapne bhi kaale
by Ajay Devgan () 41 Mere jaise kapde pehanke tu Sultan Mirza dikh to sakta hai ... lekin ban nahi sakta
by Ajay Devgan () 42 Cheete ki raftaar se, ajgar ki pakad se aur Sultan ke dimaag se koi nahi bach sakta
by Unknown () 43 Jin ungliyon ko ghode ki aadat lag jaaye ... un mein lagaam daalna mushkil ho jaata hai
by Ajay Devgan () 44 Yeh ghoda hai ghoda ... bade bade zindagi ki race haar jaate hai iske saamne ... iski lagaam jiske haath mein, power ussi ka ... ek minute mein ya toh baazi palat jaati hai ... ya khelne waala
by Emraan Hashmi ()