1 Khel khatam, paisa hazam ... sudar gaya khasam, khake kasam
by Salman Khan () 2 Chori ke aam ka har koi deewana ... joh pakda gaya woh chor hai aur joh bach gaya woh sayana
by Salman Khan () 3 Jahan lad-ka aur lad-ki ho ... wahan lad-na toh hoga hi na
by Salman Khan () 4 Yeh joh auratein hoti hai na, yeh internet ke virus ki tarah hoti hai ... pehle to mard ki life mein enter hoti hai ... phir uske dil aur dimaag ko scan karke ... uski sari khushiyan, uski sari azaadi, uske sare bank balance apne account mein transfer kar leti hai ... aur badle mein mard ke account mein kya download karti hai ... (kya?) ... tension, tadap, ghutan, bechaini, jhik-jhik, bachche ... aur uske chehre ki smile ko delete karke usse hamesha hamesha ke liye hang karke chali jaati hai
by Lilliput () 5 Ek baar mard hang ho gaya toh phir woh female kya ... e-mail ke layak bhi nahi reh jaata
by Lilliput () 6 Shaadi shuda aadmi test cricketer ki tarah hota hai ... usse lambi innings khelni hai ... toh zara pyar se, aaram se ... T20 ke chakkar mein padoge toh Tik-20 ki naubat aa jayegi
by Salman Khan () 7 Ghar mein jis pati ki dhaak nahi chalti ... bahar uski aankh chalti hai ... samajh lijiye jab wife bhadki toh apne aap khul jaati hai nazar ki khidki
by Salman Khan () 8 Saat pheron ke bandhan mein joh jaadu hai ... woh jeete ji kabhi pati patni ko juda hone nahi deta
by Unknown () 9 Tum patiyon ke liye shaadi ek hadsa hoga ... lekin hum patniyon ke liye shaadi ek haseen hadsa hai
by Tara Sharma () 10 Yeh shaadi joh hai na woh public toilet hai ... jitne log bahar khade hai na, unko andar jaane ki jaldi hai ... joh log andar hai, unko bahar aane ki jaldi hai
by Johnny Lever () 11 Mereko duniya ki nazar mein mat gira ... mubarak ho shaadi ki saalgirah
by Johnny Lever () 12 Maine teri maang kya bhar di ... tu bhar-bharke maangti phir rahi hai
by Johnny Lever ()