1 Samajh samajhke samajh ko samajho ... samajh samajhna bhi samajh hai ... samajh samajhke joh na samajhe meri samajh mein woh nasamajh hai ... aye nasamajh, nasamajh naa samajh mujhe ... meri samajh teri samajh ke bahar hai ... samajhe?
by Govinda () 2 Bahut samajh samajhke samajh mein aaya hai ... ki pyar ko sirf pyar hi samajh sakta hai
by Govinda () 3 Tum log suno-gay ... toh hairan ho jao-gay ... pata nahi kya socho-gay ... kya samajho-gay ... aur mere liye kya kaho-gay
by Govinda () 4 Gin aur Coca-Cola peekar Sharafat bola ... roz raat ko humne ek naya dhakan khola
by Shakti Kapoor ()