1 Peene ki capacity, jeene ki strength, account ka balance aur naam ka khauf ... kabhi bhi kam nahi hona chahiye
by Akshay Kumar () 2 Mujhe achcha banne ka koi shaunk nahi hai ... suna hai upar waala achche logon ko bahut jald apne paas bula leta hai
by Akshay Kumar () 3 Hero marne ke baad swarg jaata hai ... aur villian jeete ji swarg paata hai
by Akshay Kumar () 4 Maan gaya toh thik hai ... varna galat kaam toh main bachpan se karte aa raha hoon
by Akshay Kumar () 5 Agar main hero ban gaya ... toh meri pehchaan bura maan jayegi
by Akshay Kumar () 6 Ladki jab roti hai na bahut saare reasons hote hai ... par jab ladka rota hai ... reason ladki hi hoti hai
by Imran Khan () 7 Khiladi tha ... ab pura khel hoon
by Akshay Kumar () 8 Mohabbat woh mohra hai jiski wajah se bade badhon ko maat mili hai
by Akshay Kumar () 9 Sachche dost aasoon ki tarah hote hai ... yahan dil udaas hua ... wahan woh aa gaye
by Imran Khan () 10 In award ki keemat sirf ek saal ki hoti hai ... par duayein hamesha saath deti hai ... is liye kehna chahongi, bus dua mein yaad rakhna
by Sonakshi Sinha () 11 Chaubees ghante ka time hai ... khud nahi aayi toh is Ravan se bachane ke liye koi Ram nahi aane waala
by Akshay Kumar () 12 Hero kya hota hai? ... pyar ke liye ladne waala, dosti ke liye marne waala ... kismat se fakeer par himmat se bhara hua ... sharif aadmi
by Akshay Kumar () 13 Kisi ki itni baddua bhi mat lo ... ke log duaon mein tumhari maut maange
by Sonali Bendre () 14 Dafan toh sabne hona hai ek din ... jeete ji dab gaya toh jeena mitti hai
by Imran Khan () 15 Apni dosti tire aur tube jaisi hai ... hawa teri nikalti hai aur bahet main jaata hoon
by Imran Khan () 16 Pyar mein marne ke liye tayyar ho jao
by Akshay Kumar () 17 Aaj kal pyar na naukrani jaisa ho gaya hai ... aata hai, bell bhajata hai, kaam karta hai aur chala jaata hai
by Akshay Kumar () 18 Mehnat se sirf ghar bante hai ... sapno ke mahal nahi
by Akshay Kumar () 19 Aadmi toh auraton ke hote hai ... mujhe mard chahiye, mard
by Akshay Kumar () 20 Na kisi ne lori gaakar sulaya hai ... na kisi ne maatha chumkar uthaya hai
by Unknown () 21 Naam bata diya ... toh pehchaan bura maan jayegi
by Akshay Kumar () 22 Yeh Bambai hai ... aur yahan sapne us hi ke poore hote hai ... jinki aankhen khuli rehti hai
by Imran Khan () 23 Bachpan se aaj tak is shehar ne har haq diya ... lekin dekho baat pyar ki aayi toh sautela kar diya
by Akshay Kumar () 24 Naam apna bada na ho ... par humne kaam kabhi chote nahi kiye hai
by Imran Khan () 25 Insaan ki zindagi par shak hota hai ... bus wahi nahi milta jispar hamara haq hota hai
by Sonakshi Sinha () 26 Mera naam hi kaafi hai ... logon ke pasine chhudane ke liye
by Akshay Kumar () 27 Apne dhande ki ek saying hai ... jahan teen ka tikda, wahan kaam bhigda
by Imran Khan () 28 Ravan Ram Ram nahi karte ... seedha Sita ko utha lete hai
by Akshay Kumar () 29 Aam aadmi aam hi ki tarah hote hai ... koi unhe choos leta hai toh phir koi unhe kaat deta hai
by Akshay Kumar () 30 Seedhe toh aaj kal sadhu nahi chalte ... main toh phir shaitan hoon
by Akshay Kumar () 31 Jab mila tha tu mere ghutne tak aata tha ... aaj tujhe tere ghutno pe lana hoga
by Akshay Kumar () 32 Is shehar ke shahenshah log mahalo mein rehte hai ... par is jungle ko chalane ke liye joh sher chahiye woh sadako par hi pehda hote hai
by Akshay Kumar () 33 Main ek baar dhande ke paise chhod sakta hoon ... par jeet ka maal nahi
by Akshay Kumar () 34 Ab agar kisi ne tumhe mujhse cheen liya ... toh mera guroor haar jayega
by Akshay Kumar () 35 Doodh mein nimbu jisne daala ... paneer uska
by Akshay Kumar () 36 Galati karne waalo ke liye Shoaib sirf ek hi raasta chhodta hai ... upar ka
by Akshay Kumar () 37 Dimaag jhoot par chal sakta hai ... par dil nahi
by Imran Khan () 38 Tu apna bachcha hai ... tere maatam pe ek peg extra lagaonga ... lekin saale tujhe maaroonga zaroor
by Akshay Kumar () 39 Subah ki pehli local se leke raat ki aakhri botal tak ... har aadmi ki zubaan par sirf ek hi naam hona chahiye
by Akshay Kumar () 40 Pyar bhaut badi googly hoti hai ... mil jaye toh badam varna saali moongphali bhi nahi hoti hai
by Akshay Kumar () 41 Jinki kismat chamakni hoti hai ... wohi meri nazar mein aa jaate hai
by Akshay Kumar () 42 Machar jiska khoon peeta hai ... saala marta bhi us hi ke haathon hai
by Akshay Kumar () 43 Yeh dhyan rakhna ... jiske kadmo mein duniya rakhna chahte ho ... kahin aaisa na ho ki uski duniya hi alag ho
by Sonali Bendre () 44 Logon ko jahan attack aata hai ... apne ko wahan pyar aa gaya hai
by Imran Khan () 45 Sitaro ke tootne se aasman ko koi farak nahi padta
by Akshay Kumar () 46 Tevar na dikhao toh log aankhen dikhane lagte hai
by Unknown () 47 Jitne mere khilaf khade huye hai ... woh saale kabr mein pair failake lete huye hai
by Akshay Kumar () 48 Sooch ke bolonga toh baat bura maan jayegi
by Akshay Kumar () 49 Apno se jeetkar bhi haar hi milti hai
by Sonali Bendre () 50 Tum woh mannat ho ... joh minnatein karke poori hoti hai
by Imran Khan () 51 Pyar ke joh kisse hote hai ... bahut kam logon ke hisse hote hai
by Imran Khan () 52 Tujhe chaand de diya toh baki sab Eid kaise manayenge ... aur taare dilwa diye toh chaand akela padh jayega na
by Imran Khan () 53 Mujhe yaad kiye bina toh achche logon ki misaal nahi di jaati
by Akshay Kumar () 54 Tumne mujhe bahut kuch diya aur mera sab kuch cheen liya ... khushiya di lekin baatne waale nahi, tofhe diye lekin taarif karne waale nahi ... aasman par bhithakar meri zameen cheen li tumne
by Sonali Bendre () 55 Duniya mein do tarah ke mard hote hai ... ek joh kabhi mauke par saath nahi dete ... aur ek joh mauka dhoondte rehte hai
by Sonakshi Sinha () 56 Agar isko kuch hua na ... toh tera postmortem pakka
by Akshay Kumar () 57 Baaziyan palat jaati hai jab insaan palatte hai
by Akshay Kumar () 58 Keemat thik lagi ho ... toh sabse pehle sapne hi bikte hai
by Akshay Kumar () 59 Laal batti se mera bada purana rishta hai ... hamesha mere peeche rahi hai ... aaj aage hai
by Akshay Kumar () 60 Dushman jab haath se nikal jaata hai na ... toh poori raat chudiyon ki awaaz sunai deti hai
by Akshay Kumar () 61 Pyar mein aadmi cricketer jaisa hota hai ... dil out ho jaata hai dimaag appeal karta rehta hai
by Imran Khan () 62 Jaan se zyada yahan zubaan ki keemat hoti hai
by Imran Khan () 63 Aadmi ki zindagi ko swarg aurat banati hai ... aur aadmi ko swargwasi bhi aurat
by Imran Khan () 64 Jitne tune rozze nahi dekhe na ... usse zyada chaand raatein dekhi hai maine
by Akshay Kumar () 65 Joh tumhare raaste pe chalta hai ... wohi tumhara raasta kaatne ki koshish karta hai
by Akshay Kumar () 66 Yeh Bambai bhale hi Kumkum se Kimi Katkar ho gayi hai ... par aaj bhi aankhen bandh karke tumhe aadhi Bambai ghuma sakta hoon
by Akshay Kumar () 67 Ab iske alava aur kuch utaarke phekne ko mat kehna ... varna meri sharafat bura maan jayegi
by Akshay Kumar () 68 Rishtey jazbaato se bante hai ... zabardasti se nahi
by Sonakshi Sinha () 69 Koi kaam aadmi achcha kare toh saale ke liye champagne kholo ... bura toh uski khopdi
by Akshay Kumar () 70 Bahut dino baad Bambai ne mujhe apni baahon mein bulaya hai ... ab dekhna yeh hai ke woh gale lagati hai ... yah phir gala kaatti hai
by Akshay Kumar () 71 Andhar ki baat bolni ho ... toh bahar se sahi lagna chahiye
by Imran Khan () 72 Meter kitna bhi tezz bhaag le ... taxi se aage nahi bhaag sakta
by Akshay Kumar () 73 Main tujhe marra hua dekh sakta hoon ... lekin kabhi shak se nahi dekh sakta
by Akshay Kumar () 74 Pyar mein aadmi double jeeta hai ... jab poori duniya soyi rehti hai tab bhi woh jaage rehta hai ... ho gaya na double
by Imran Khan () 75 Kehte hai ki mera dimaag museum mein rakhne layak hai
by Akshay Kumar () 76 Aathana dalke do kaudi ki dhamki toh koi bhi de sakta
by Akshay Kumar () 77 Khuda itni zehmat kar ... ke bandhe thodi rehmat kar
by Imran Khan () 78 Yeh zubaan ki chupi ... pyar ki puppy lene hi nahi degi
by Imran Khan () 79 Kaam bhale hi main gande karta hoon ... par saaf sutre rehne ki gandi aadat hai mujhe
by Mahesh Manjrekar () 80 Agar do din ki zindagi bhi aaisi ho jaye ... toh teesre din marna manzoor hai
by Sonakshi Sinha () 81 Himmat ko aage badhne ke liye pairo ki zaroorat nahi hoti
by Imran Khan () 82 Lagta hai bhagwan ne saara maal pani aankhon mein de rakha hai ... upar dena bhool gaya hai
by Akshay Kumar () 83 Yeh aankhen nahi khatarnak ghat hai ... ek taraf khai hai, ek taraf pahad ... kahin phisal na jaana
by Akshay Kumar () 84 Aadmi ki achchai dab sakti hai ... marr nahi sakti
by Imran Khan () 85 Ab agar daan kiya ... toh dhanda bura maan jayega
by Akshay Kumar () 86 Sharif khaye daal roti aur kamina seekh boti
by Unknown () 87 Pyar mein aadmi cutting chai jaisa hota hai ... na pyaas bhujti hai na mann bharta hai
by Imran Khan () 88 Joh de saath ... uske raho khaas
by Unknown () 89 Candle ki roshni mein teri aankhen aaisi lag rahi hai jaise ... police jeep ki headlight
by Imran Khan () 90 Aankhen dil ka pata batati hai
by Sonakshi Sinha () 91 Main ek din mein do galat kaam nahi karta
by Imran Khan () 92 Jahan mile dost ko jughaad ... dosti ho gayi kabaad
by Imran Khan () 93 Tujhe seekhne mein do janam lagenge ... mera paas ek hi hai
by Imran Khan () 94 Tumhari manzil zameen nahi ... aasman hai
by Akshay Kumar () 95 Bambai chalti do cheezon par hai ... ek luck, doosri local
by Imran Khan () 96 Burai se mooh modh lena aasaan hai ... peecha chhudana nahi
by Unknown () 97 Yeh Bambai hai ... yahan bolneka thank le aur vatak le
by Imran Khan () 98 You give dhyan ... I give gyan
by Imran Khan () 99 Yeh pyar ke pange hai ... is mein pyar se kuch nahi hota
by Imran Khan ()