1 Suna hai pyar mein ghantiyan bajhti hai, shehnaiyan bajhti hai, dhol nagaade bajhte hai ... par mera toh band bajh gaya
by Unknown () 2 Pyar toh mujhe aasani se ho gaya ... lekin usse sabit karne ke liye main kadi mehnat karoonga
by Unknown () 3 Bhagwan ne insaan ki umar ki lakeer ke saath ... uski naseeb ki lakeer bhi banayi hai
by Randhir Kapoor () 4 Joh opposite hota hai ladkiyan hamesha wahi kehti hai
by Unknown () 5 Ladke ladkiyon ke bahut saare dost hote hai ... lekin unke heart mein sirf ek hi special hota hai
by Unknown () 6 Log mera naam sunke terror mein aa jaate hai
by Zakir Hussain () 7 Toh tu hi hai woh kaanta jisne sone ki machali fasayi hai?
by Randhir Kapoor ()