1 Badshah ki gali mein aake uska pata nahi poochte ... ghulamo ke jhuke hue sarr khud ba khud raasta bata dete hai
by Manoj Bajpai () 2 Shareer mein 206 haddiyan hai, aur samvidhan mein 1670 kanoon ... haddi se lekar kanoon sab todhta hoon
by John Abraham () 3 Raftaar tezz na ho toh dushman ki chalayi goli ka kaam aasaan ho jaata hai
by John Abraham () 4 Do waqt ki roti kamata hoon, panch waqt ki namaaz padhta hoon ... isse zyada meri zaroorat nahi, aur mujhe khareedne ki teri aukaad nahi
by Anil Kapoor () 5 Dosti ka koi mazhab nahi hota
by Tusshar Kapoor () 6 Meri bandook se nikli har goli pehle mujhe salaam thokti hai ... aur phir mere nishaane ko
by Unknown () 7 Tujhe izzat ki roti khilaonga uski koi guarantee nahi de sakta ... lekin roti ke saath izzat zaroor dilaonga
by John Abraham () 8 Jagada tabhi hota hai jab dard hota hai ... aur dard tabhi hota hai jab pyar hota hai
by Kangana Ranaut () 9 Police ki goli mein itna loha hai, ek baar thokdi na ... toh zindagi bhar tere khoon mein iron ki kami nahi hogi
by Anil Kapoor () 10 Doosra mauka sirf kahaniyan deti hai ... zindagi nahi
by John Abraham () 11 Itna maroonga ki dard ko bhi samajh nahi aayega ki kaunse zakhm se bahar nikloon
by John Abraham () 12 Jail mein nirdosh aur rundikhane mein nirodh ... dono ki koi value nahi hai
by Tusshar Kapoor () 13 Tum galat karoge, hum rokenge ... tum gunaah karoge, hum thokenge
by Anil Kapoor () 14 Olympic kehlo ka manna hai ki jeet yah haar chhodo, shaan se khelo ... apna manna hai ki shaan ki maa ki aankh, yahan jaan se khelo ... jaan lo yah jaan do
by Tusshar Kapoor () 15 Bandook chalene se pehle bandook sambhalna seekh ... nahi toh galat jagah pe phat jayegi
by John Abraham () 16 Maafi galatiyo ki hoti hai ... gunaaho ki nahi
by Sonu Sood () 17 Tu ya toh maarega ya toh marwayega ... marwa diya toh gham nahi ... lekin agar maara toh phir hum kisise kum nahi
by Tusshar Kapoor () 18 Kuch log ithihaas padhte hai kuch padhaate hai ... lekin hum ithihaas banane jaa rahe hai
by Anil Kapoor () 19 Zung hathyaaro ko lagta hai ... iraado ko nahi
by John Abraham () 20 Guneghar toh koi bhi ban sakta hai ... lekin yeh yaadgar banne ka mauka hai
by John Abraham () 21 Guru ko bada uska shishya banata hai
by John Abraham () 22 Tu agar upar nahi gaya na ... toh ek din bahut upar jayega
by Tusshar Kapoor () 23 Dost aur mauke baar baar nahi aate
by Unknown () 24 Phasal barsaat se ughti hai ... badal ke garajne se nahi
by Sonu Sood () 25 Aadmi ko insaan banne se pehle janwar banna parta hai
by John Abraham () 26 Jail mein ladna, marna, maarna sab maaf hai ... mooh kholna maaf nahi hai
by Tusshar Kapoor () 27 Jeete ji tune kanoon ki itni thukai ki hai ... ki aaj tujhe khuda ki khudai bhi nahi bacha sakti
by Anil Kapoor () 28 Mujrim maa ke pet pe kam ... police station ke gate pe zyada bante hai
by John Abraham () 29 Bhenchod eklauti aaisi gaali hai joh hamare desh ke har language mein, har culture mein is tarah gul-mili hai ... jaise whiskey mein soda
by Unknown () 30 Jitna kaatna tha kaat diya ... ab kaatne ki baari meri
by Sonu Sood () 31 Saale mein itna muscle hai ki kisiko bhi masal sakta hai
by Tusshar Kapoor () 32 Is vardi ka rang khaki kis liye hai pata hai? ... kyun ki yeh rang us mitti ka bhi hai jis mein har policewaala milne ke liye bhi aur milaane ke liye bhi tayar hai
by Jackie Shroff () 33 Saand kitna bhi akela kyun na ho ... uski hifazat karne ke liye aaju baju baand zaroor rehte hai
by Anil Kapoor ()