1 Tabse gun chala raha hoon ... jabse tu apne maa ke andhar nahi, apne baap ke andhar tha
by Ranveer Singh () 2 Laundiya ko ghumana ho, jeb mein haath daalo note nikal aata hai ... laundiya ko gol-gappa khilana ho, jeb mein haath daalo note nikal aayega ... laundiya ko cinema dikhana ho, jeb mein haath daalo ... kya nikal aata hai? ... (note) ... lekin jab jeb phatti hogi, us mein haath daloge toh kya nikaloge ... ghanta!
by Govinda () 3 Ek khwaab ne aankhen kholi hai ... kya modh aaya hai kahani mein ... woh bheeg rahi hai baarish mein ... aur aag lagi hai paani mein
by Unknown () 4 Moongphali mein chilke aur laundiya mein nakhre na hote ... toh zindagi kitni aasaan hoti
by Govinda () 5 'A' for apple, 'B' for ball ki jagah ... 'M' for maa-ki aur 'B' for bhen-ki bolna seekh gaye
by Ranveer Singh () 6 Bacha paida kahin bhi ho ... banta waisa hi hai jahan bada hota hai
by Ranveer Singh () 7 Aaise aaise surpises diye hai ... samne waale ne agle saal se birthday manana hi bandh kar diya
by Ranveer Singh () 8 Gun chalane ke liye finger mein nahi backside mein dum hona chahiye
by Ranveer Singh () 9 Ladki aadmi ko ganne se gudh bana deti hai
by Ali Zafar () 10 Soovar ko saala goo hi khana chahiye ... jahan usne gulkand pe mooh mara, haazma kharab hona hi hai
by Ranveer Singh () 11 Seeti bajhi rail ki alert ho jaiye ... ticket katti aapki, seedha upar jaiye
by Ranveer Singh () 12 Koi atka hua hai pal shayad ... waqt main pad gaya hai bal shayad ... dil agar hai toh dard bhi hoga ... iska koi nahi hai hal shayad
by Unknown () 13 Ek ladki joh chhat se apne papa ko dhakel de, usse ka kehte hai batao? ... push-paa!
by Govinda () 14 Tarcol ki ek sadak par do saaye hai ... andhere ki najayaz aulaad hai shayad ... ghoont ghoont khoon pee kar dono pale hai shayad ... paon tale zameen hai na sar pe aasmaan hai ... zindagi kuchal gayi, yeh unki daastan hai
by Unknown () 15 (Aap log karte kya hai?) - Maar-keting ... boss target deta hai aur hum target poore karte hai
by Ranveer Singh () 16 Lahu luhaan hua hai falak, yeh kaisa loha phigla hai ... ek suraj doob gaya peeche, ek suraj samne nikla hai
by Unknown () 17 Isko daru na mile toh hangover ho jaata hai
by Ranveer Singh () 18 Sari zindagi kai tasveerein seene se lagayi rakhi ... kabhi khud ki tasveer yaad nahi rakhi
by Govinda ()