1 Jis mehfil ne thukraya humko, kyun us mehfil ko yaad kare ... aage lamhe bula rahe hai, aao unke saath chale
by Sushant Singh Rajput () 2 Main dikhti hoon maa jaisi sab kehte hai ... sab kehte hai, sach kehte hai ... par main hoon apne papa ki beti
by Anushka Sharma () 3 Humra gola par log jhoot nahi bolta hai
by Aamir Khan () 4 Kaun Hindu, kaun Musalman ... thappa kidhar hai dikha ... ye farak bhagwan nahi tum log banaya hai ... aur yahi is gola ka sabse danger wrong number hai
by Aamir Khan () 5 Shaadi byah mein pataka phodke band baja bajake ... kahe poore shehar ko bataya jaata hai ki aaj I am having sex?
by Aamir Khan () 6 Jaise deewar pe bhagwan ka photo lagate hai na, taaki kauno moote nahi ... hum iyaan lagata hoon, taaki kauno peete nahi
by Aamir Khan () 7 Bhagwan se baat kare ka communication system ye gola ka ... total lul ho chuka hai
by Aamir Khan () 8 Apne bhagwan ki raksha karna band karo ... nahi toh is gola mein insaan nahi sirf joota reh jayega
by Aamir Khan () 9 Joh darr gaya so mandir gaya
by Aamir Khan () 10 Iyaan toh bolte kuch hai aur matbal kuch aur nikalta hai
by Aamir Khan () 11 Naam roop ke bhed par kiya kabhi hai gaur ... naam mila kuch aur, shakal akal kuch aur ... agni raje bilkul thande, Shanti bhaiya chalaye dande ... poonch na peeche inch bhi naam phir bhi Hanuman, Arjunlal ke ghar mile na teer-kaman ... aur Moolchandji itne bhaari, darshan dete toot jaye kursi bechari
by Anushka Sharma () 12 Shehar ke har bridge par hote hai ATM ... jitne paise chahiye nikaal lo ... aur har sunsaan gali mein hoti hai kapadon ki dukaan ... joh pasand aaye pehen lo
by Anushka Sharma () 13 Aaise tukur tukur ka dekhat ho?
by Aamir Khan () 14 Hum bahut hi confusiya gaya hoon
by Aamir Khan () 15 Ek baar gaya hoon moon pe ... bahut hi lul place hai
by Aamir Khan () 16 Memory aur thukai ka kuch direct connection hai ... yeh baat toh doctor ko batani chahiye ... majho ka majho aur ilaaj ka ilaaj
by Sanjay Dutt () 19 Earth ki toh lul hi baji hui hai
by Aamir Khan ()