1 Maine unke sapnon ko dhuan hote dekha hai, waqt se pehle umar ko dhalte dekha hai, dukhte hue dard ko dekha hai ... lekin kabhi himmat haarte nahi dekha
by Unknown () 2 Ek kalakaar kabhi bhi businessman nahi ban sakta ... aur ek businessman kabhi kalakaar nahi ban sakta
by Paresh Rawal () 3 Dharam se zyada kuch bhi nahi bikta is duniya mein
by Paresh Rawal () 4 Tumhari chitron ki duniya mein jeene ke baad asli duniya bemaani lagti hai
by Unknown () 5 Naari beech saree hai, ki saree beech naari hai ... naari hai ki saree hai, ki saree hai ki naari hai
by Unknown () 6 Yeh Kamasutra ka desh hai ... joh hum mein apne shareer ka, apni aatma ka, apni kamana ka, apni manavata ka utsav manana sikhata hai
by Randeep Hooda () 7 Mera maanna hai ke jeevan ka udeshya hona chahiye kala sa sundar hona ... aur agar aap kala ko bandhoge toh woh sab nasht ho jayega, joh jeevan mein sundar hai ya jiska koi arth hai ... bandh ke reh jayenge hum sab
by Randeep Hooda () 8 Meri kala hi mera jeevan hai
by Randeep Hooda ()